Peeda (Intro)

Kala mili mujhe abhi meri ab yaha
Toh mai jeene ke liye leta nahi aagya
Badhi mehnat kadi voh tapasya
Ruku na waqt sa yeh pratigya

Aarambh toh fir hoga poora ant yaha
akela, maqsad,mera tanha
Mirage bane jeevan samasya
Karya kam karyakram hota bass yaha

Vish,amrut se he ghule
Paap,punya se dhule
kya chalra ye puche, taboo mai jo fase log
Ek jhalak mai dikhaade karke, jo vichaar hai
Bud joint liye haath mai bass lagaaye zor

Tu badhe jaa, bas kare jaa, ye cheez maa baap bole hamesha
Toh ruku na aur jhuku na,na bechu zameer mera sare aam

Hai dikhi gambheer puri duniyaa
Toh rakhu khambeer meri buniyaad
Aur badi sanki hai voh galiyaaan jo
Dikha de raah par saamne ho dariya

Fir udd chala kalam bana kaaleen
Badhi durr chala sab se ye naacheez
Mahan tha mai kal bhi aur aaj bhi
Purvaj aadivasi tabhi soch pracheen



Credits
Writer(s): Rohit Gajbe
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link