Uncle Association

Kya baat hai
Badha badha thoda music badha
Ahh
Chal shuru kar
Oye oye oye
Nachiye nachiye Sharmaji nachiye
Sharmaatein kyun hain
Oye oye oye oye oye oye

Meri badhti yeh umar
Meri dukhti yeh kamar
Koi dekhe toh idhar
Khaali hai mera ghar
Gharwali chahiye
Jo mujhe pyaar se kahe
Andar toh aaiye
Biscoot bhi khaiye

Ab nahi aur main seh paunga

Yeh jo dil ki baat hai
Ghusti nahi hai yeh
Mere bheje me kabhi
Kaise karte hain sabhi
Koi mujhko bhi sikhaaye
Mere paas aakar kahe
Andar toh aaiye
Biscoot bhi khaiye

Ab bachhe mujhko kehte uncle

Dil ki baat ye toh dil ki baat hai
Aa yahaan abhi raat baak hai
Umr chhoti ye badi aukaat
Bacche nahi woh puraani baat hai

Muuch pe mere kya likha hua
Chasmon ke sahaare dikha hun naa
Laalchi, meri tond ye kahe
Bhabhiyon ke ghutne bhi hain gire

Kal ka badshah hun
Karwat bhi le chuka hun
Sharaabon ne sikhaya
Mauhalle ka pita hun
Sab ko bhi khabar thi
Mujhko na sharam thi
Bacche tu bhi toh yaad rakh
Uncle ki toh laaj rakh

Yeh jo dil ki baat hai
Ghusti nahi hai yeh
Mere bheje me kabhi
Kaise karte hain sabhi
Koi mujhko bhi sikhaaye
Mere paas aakar kahe
Andar toh aaiye
Biscoot bhi khaiye

Ab bachhe mujhko kehte uncle



Credits
Writer(s): Venugopal Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link