Beskoon Parinda

Kaash na kholi hoti
Kitab tunay aur mene
Meri aur teri
Kahaaniyon ki
Phir na atay faaslay
Aur na hotay hum juda
Piyaar ko banadiya
Ghalti teri meri

Jayein jayein kahan ko jayein
Dayein bayein hotay jayein
Jab bhi aye tu saamnay mere
Ab hawaein hawaein bhi vesi na hein
Teri taraf bhi
You know that khoya kya tunay

Haan mein krta intezaar
Aur rahe gaa bhi yaar
Phirta hun dar pay
Hota awara jese
Na hai ab koi maza
Aur na hee hai araam
Urdta hun rehta
Beskoon parinda jese

Jaane naa kya dill ke iraaday tere
Miltay bhi na hogye hein zamanay bare
Doobay doobay hum yaad mein bhi kisi yara
"Kon ho tum?"
Jo kehdetay har baat pay mujhe

Laayein laayein kahan sey laayein
Waqt jo hai guzara teri sohbaton mein
Oh yara mere
Chupaien chupaein ghaltiyaan sari
Khud sey hee teri
Aur khud ko hee gunaegaar hum bana rhe hein

Haan mein krta intezaar
Aur rahe gaa bhi yaar
Phirta hun dar pay
Hota awara jese
Na hai ab koi maza
Aur na hee hai araam
Urdta hun rehta
Beskoon parinda jese

Haan mein krta intezaar
Aur rahe gaa bhi yaar
Phirta hun dar pay
Hota awara jese
Na hai ab koi maza
Aur na hee hai araam
Urdta hun rehta
Beskoon parinda jese

Haan mein krta intezaar
Aur rahe gaa bhi yaar
Phirta hun dar pay
Hota awara jese
Na hai ab koi maza
Aur na hee hai araam
Urdta hun rehta
Beskoon parinda jese

(Beskoon parinda jese)



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link