Tinka
Qatra-qatra pee loon tujhe
Khaali hoon main bhar jaaun
Lamha-lamha jee loon tujhe
Lamha-lamha mar jaaun
Qatra-qatra pee loon tujhe
Khaali dil main bhar jaaun
Lamha-lamha jee loon tujhe
Saanson mein utar jaaun
Tu, tu, tu jo roo-ba-roo mere
Gham saare pal-bhar mein chhoo mere
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein likhi, jaana, tu mere
Tinka-tinka chhoo loon tujhe
Aur chhoote hi bikhar jaaun
Saans rakhoon teri saanson par
Haath rakhoon tere baalon mein
Ishq likhoon tere kaandhe par
Aur honth rakhoon tere gaalon pe
Aaj faqat yeh afsane
Khwaab se sach mein bana loon main
Tujhko rakhoon phir seene mein
Aur seene mein hi chhupa loon main
Tu, tu, tu aaye jo baahon mein
Ek pal ko jaane bhi na doon main
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein tujhi ko basa loon main
Saari umar jo bigda hoon
Tere liye hi sudhar jaaun
Khaali hoon main bhar jaaun
Lamha-lamha jee loon tujhe
Lamha-lamha mar jaaun
Qatra-qatra pee loon tujhe
Khaali dil main bhar jaaun
Lamha-lamha jee loon tujhe
Saanson mein utar jaaun
Tu, tu, tu jo roo-ba-roo mere
Gham saare pal-bhar mein chhoo mere
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein likhi, jaana, tu mere
Tinka-tinka chhoo loon tujhe
Aur chhoote hi bikhar jaaun
Saans rakhoon teri saanson par
Haath rakhoon tere baalon mein
Ishq likhoon tere kaandhe par
Aur honth rakhoon tere gaalon pe
Aaj faqat yeh afsane
Khwaab se sach mein bana loon main
Tujhko rakhoon phir seene mein
Aur seene mein hi chhupa loon main
Tu, tu, tu aaye jo baahon mein
Ek pal ko jaane bhi na doon main
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein tujhi ko basa loon main
Saari umar jo bigda hoon
Tere liye hi sudhar jaaun
Credits
Writer(s): Aditya Rikhari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.