Khamoshi (feat. DEV G)
Haan mai kabhi keh na saka dil me jo baate chupi
Kyu tu padh na paayi khamoshi meri
Teri aankho se peeya mene har ek ghoont jaam ka
Ab tu hi door krde ye madhoshi meri
Gulaab ka wo fool mere haatho me tha
Ek toot ta khwab meri ankho me tha
Wo talaash rahi thi ishq chehre pe mere
Kaise dikhta wo chupa jazbaato me tha
Jazbaato ka mol ab lagta bazaro me
Mila na sukoon maine dhunda hazaro me
Tujhe bhulane ki khatir baitha mehfil me
Jhoothi hasi has deta ajkl mai yaaro me
Teri hi fikar baki kisise matlab nhi
Tera suroor baaki kisiki talab nahi
Tu chaand meri par hisse mere falak nhi
Wo meei shayri me, door hoke bhi alag nhi
Kaise dekhu kahi tujhse fursat nhi
Bhatka musaafir koi murshad nahi
Nawaaza faslo se tujhe, tune hi the mange
Warna dekh ke mud jau itna khudgarz nahi
Haan mai kabhi keh na saka dil me jo baate chupi
Kyu tu padh na paayi khamoshi meri
Teri aankho se peeya mene har ek ghoont jaam ka
Ab tu hi door krde ye madhoshi meri
Behisaab khel khele ek aur khel mere sath
Likhunga gaane ant m dedio jawaab
Kya tu mujhe chahti thi ya m tujhe chahta tha
Ya vo hm dono ne ke the ek jaise jazbaat haan
Kru sawaal meri jaan de jawaab
Mere baad mere khwab tere sath ya
Ya vo mehes ittefaq dekha tujhe neend me raat
Socha shyd tu bhi dekhti hogi ye kbhi mere khwab
Marjau to shyd choote mujhse tere picha
Karan banke meri maut ka na dekh payegi sheesha
Isilie m hu jeeta aur khud ko sameta
Taaki khudko na tu doshi khe tera chehra na lge feeka
Cheekha teri yaado me mein cheekha
Bje tez awaaz m gaane koi sun paye mein cheekhaa
Aadha adhoori si neend uski hi sahare jeeta
Bnaya h tere ishq ne vrna kbhi na jeet ta
Teri oor badh chla pr koi rah nhi
Manzil tu h pta pr kbhi chu paya nhi
Mere ankho m the kyi hamare sapne saje
Pr sapne sapne rhe tera mujhpe saya nhi
Meri ladayi ujalo se andhero se nhi
Vo aate kbhi saamne kyu andhero k nhi
Jb apne ho skte h gair to kyu na
Gairo m taleshe apna koi
To kyu na gairo m talashe apna koi

Credits
Writer(s): Chirag Dev
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.