Tanha

Ishq main dard bhara hai
Dil ke tukre kar diye
Chaha tha hum ne tumko
Tanha hee chorr gaye

Dil ke dard se ab, hum jee na sakte
Tum chale gae par yadein reh gayi
Tum se pyaar karna meri zindagi thi
Par ab ye zindagi ro keh guzar gayi

Tumne kaha tha saath chalein ge
Par ab ye wada bhool gaye
Tumse pyaar karke kiya paya
Tum to tanha chorr gaye
Tumne kaha tha saath chalein ge
Par ab ye wada bhool gaye
Tumse pyaar karke kiya paya
Tum to tanha chorr gaye

Tanha
Main Khara
Tere Bina
Yahaan (Yahaan)
Per hoon tanha (Ishq main dard bhara hai)



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link