Raat Din

Tumhari rijhane ki ye adat
Zaya na hogi ab yeh mehnat
Par jo hotay hain khaas
Wo na rehte hain pas

Zyada se zyada is jism tak teri rasai
Ab samne tum par dil main koi aur
Kehne ko baten hazar par labon pe aur
Khud pe na koi zor
Phir ek dooje main madhosh
Huye gum

Raaten suchi hain
Din jhooty hain
Jaise jaise dhalti hai raat
Waise waise maujon k paar
Khwab suchy hain
Tabeerain jhooti hain
Kaise kaise khulty hain raaz
Jaisy taisy krun intezar

Muntazir tum bhi thy
Kuch lafzon k
Musafir hum bhi thy
In raston k

Zyada se zyada is jism tak teri rasai
Ab samne tum par dil main koi aur
Kehne ko baten hazar par labon pe aur
Khud pe na koi zor
Phir ek dooje main madhosh
Huye gum

Raaten suchi hain
Din jhooty hain
Jaise jaise dhalti hai raat
Waise waise maujon k paar
Khwab suchy hain
Tabeerain jhooti hain
Kaise kaise khulty hain raaz
Jaisy taisy krun intezar

Yeh vasl ki raat hai
Shamma na bujhe
Dil se phir tu he na dikhy
Andhere ujalay k beech main rahen

Raaten suchi hain
Din jhooty hain
Jaise jaise dhalti hai raat
Waise waise maujon k paar
Khwab suchy hain
Tabeerain jhooti hain
Kaise kaise khulty hain raaz
Jaisy taisy krun intezar



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link