Aadat

Haan lagta mushkil hai joh kar raha mai
Haan kagaz khali par man bhar raha hai
(Bhar raha hai)
Hai aasu kafi par na gam na naya hai
Hai manzile par ab safar hi na hai

Yuh toh mai likhdu gaane
Par usme kya rakha hai
Likhte toh baatein vohi
Jiska koi hal hi na hai
Ab mai houn yaadon mai hi
Khudke sawalo mai hi
Jawabo mai ab kya
Sach hota zehlira hai
Han maine dekh li ab saari voh sazaye hai
Kya khed hoga ab bachi nahi Guzarish hai
Haasi ke baare may mai likh nahi houn paata
Toh kya matlab ki nawazishein
Aur kyu hi ho yeh bandishein
Toh phir mai jeeta ek dunia ki khooj mai
Jaha nahi ho khushiya vaha mile bas ashq hai
Yeh ashq hai

Ab Kyu yeh kehdu ki akela houn mai
Jab likhta houn mai yeh kitabe sang hai
Ab kyu yeh soochu ki mehmaan houn mai
Anjaan log bhi toh sun rahe hai
Toh kya ab hota aage
Mujhko yeh na pata hai
Mai toh nadaan sa tha
Kagaz jab hi mila tha
Ab sab kuch likh diya hai
Kya ab kuch na bacha hai
Jitne the aasu rooke
Voh sab ab beh raha hai

Haan lagta mushkil hai joh kar raha mai

Yuh toh mai
Hojaau
Theek hi
Kya mujhe par
Mil gayi
Hai Khushi
Oh rabba tu
Sab mujhe
Bata dena
Toot ke jab dar pe tere aaunga
Mai aaunga fir aaunga
Fir aaunga
Fir aaunga



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link