Intezaar (Interlude)

Has rahi voh beth ke
Na jaanti kya dukh hua hai
Uspe saare gaane yeh
Uski gandagi hi dikhade
Kal joh mujhko todte the
Aaj meri baatein karte
Khwaab-e-tabeer uski baatein na mai samjhu kya hai
Kis tarah kis tarah voh mera tha
Sabki hi baahon mai uska ghar hai na
Musalal tera jhoot reh na sakti tu wafa mai hai
Yeh neeyat teri esi ki tu har jagah se pyaar le
Le rehle khush ab agayi kayamat hai
Kayamat hai (kayamat hai)
Kayamat hai (kayamat hai)

Ay khuda
Yeh kya kiya dil diya
Dil de diya par kaach sa
Voh karke ishq tod ta
Haan tod ta voh har pal hi haan tod taaa

Oh rabba yeh kyu kiya
Mai hogaya dewana tha
Dewana tha
Maaf kar mujhko bhi in dhoko se mai harta
Mai harta

Voh aaj meri yaad na
Joh kal thi meri baahon mai
Kitabo mai
Ab har jagah hai likh diya
Farebi tha farebi tha
Farebi tha farebi tha
Farebi (tha)

Par na maanta houn mai
Voh khush rakhe tujhe
Mai likh raha houn joh
Haan vohi sach hai
Yeh ishq ka hai kya
Jab tu hi na Mile
Yeh dil mai kya rakha
Jab voh hai tootna
Par mai jaane doun



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link