Kahin Door Jab Din Dhal Jaye

Kabhi yoon hee jab huee bojhal saansein
Bhar aayi baithe-baithe bas yoon hee aankhen
Kabhi yoon hee jab huee bojhal saansein
Bhar aayi baithe-baithe bas yoon hee aankhen

Tabhee machal ke, pyaar se chal ke
Chhue koyi muje, par nazar naa aaye, nazar naa aaye

Kaheen door jab din dhal jae
Saanj kee dulhan badan churaae, chhupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein
Koyi sapanon ke deep jalaae, deep jalaae
Kaheen door jab din dhal jae

Kaheen to ye dil kabhi mil nahin pate
Kaheen se nikal aaen janmon ke naate
Kaheen to ye dil kabhi mil nahin pate
Kaheen se nikal aaen janmon ke naate

Ghani thi uljhan, bairi apana man
Apana hee ho ke sahe dard parae, dard parae

Kaheen door jab din dhal jae
Saanj kee dulhan badan churaae, chhupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein
Koyi sapanon ke deep jalaae, deep jalaae
Kaheen door jab din dhal jae



Credits
Writer(s): Yogesh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link