When It's Real
Jab dikhta hoga kuch nahi
Wo aankhein jinme kho sake
I guess that's love man
Sawal na ho khud se bhi
Darare bhi padengi fir
Judne ki hogi muddat bhi
I guess that's love man
Chipi ho unme shiddat bhi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Din tujhse hi shuru kare
Rahe khud ke na tujhse rubaroo kare
Tujhko duriyan daraati hai
Tabhi teri dil ki aarzu rahe
Ab waqt kate jaise imtihan
Milne ki tujhse rehti iltija
Khud se na waaqif mai
Karunga khud ko ikhtala
Ab noch le ye bhagdaud
Rukh karti hai bayaar aur
Panno pe meri faili rubai
Ghanto jo mai nakabposh
Dhale jo din to ghumu mai azaad
Awaaz teri kaano ki azaan
Tu kehti mai shayaar hu kamal ka
Likhayi me bhare meri tu jaan
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Lamhe tere saath me
Laga ruke din mahine aur saal the
Wo Baarishein bhi yaad kar
Haathon me tere haath the
Nashe me tere doobe
Jo Pee gaye khayal the
Hum Waqt ke paband
Fir khel intezar ke
Bichad gaye jaise mausam sard
Bani dil ka malal tu bani hai dard
Badla fir se rukh ye bayaar ka
Shareer jaise hua zard
Tujhse bichada to afsanay bhar daale
Is dil ne daawe kar daale ke akela kaafi
Fir kyu tode khud khwabo ki diware
Dilase de ke sambhale jo ab mile na maafi
Hathyara bana saadgi teri maari
Na hogi ab ye rihaayi ke mai laayak hu na
Phir kheeche ye nasha hai maut ki tayaari
Aur khudme kheechti jaari jaise aayat jaan
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Maanta ye jhut na
Is geet me bahe dil
Tu khud me kyu toot ta
Mere liye hai sach nahi
Lakeero me mile na hum
Mile ab tumhe aisa
Jo dard dega mujhse kam
Wo aankhein jinme kho sake
I guess that's love man
Sawal na ho khud se bhi
Darare bhi padengi fir
Judne ki hogi muddat bhi
I guess that's love man
Chipi ho unme shiddat bhi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Din tujhse hi shuru kare
Rahe khud ke na tujhse rubaroo kare
Tujhko duriyan daraati hai
Tabhi teri dil ki aarzu rahe
Ab waqt kate jaise imtihan
Milne ki tujhse rehti iltija
Khud se na waaqif mai
Karunga khud ko ikhtala
Ab noch le ye bhagdaud
Rukh karti hai bayaar aur
Panno pe meri faili rubai
Ghanto jo mai nakabposh
Dhale jo din to ghumu mai azaad
Awaaz teri kaano ki azaan
Tu kehti mai shayaar hu kamal ka
Likhayi me bhare meri tu jaan
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Lamhe tere saath me
Laga ruke din mahine aur saal the
Wo Baarishein bhi yaad kar
Haathon me tere haath the
Nashe me tere doobe
Jo Pee gaye khayal the
Hum Waqt ke paband
Fir khel intezar ke
Bichad gaye jaise mausam sard
Bani dil ka malal tu bani hai dard
Badla fir se rukh ye bayaar ka
Shareer jaise hua zard
Tujhse bichada to afsanay bhar daale
Is dil ne daawe kar daale ke akela kaafi
Fir kyu tode khud khwabo ki diware
Dilase de ke sambhale jo ab mile na maafi
Hathyara bana saadgi teri maari
Na hogi ab ye rihaayi ke mai laayak hu na
Phir kheeche ye nasha hai maut ki tayaari
Aur khudme kheechti jaari jaise aayat jaan
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Hoga sach to honge fir sawal nahi
Hoga sach to duriyan bhi khaas nahi
Hoga sach to waqt bhi lagega kam
Hoga sach to hoga ye asaan nahi
Maanta ye jhut na
Is geet me bahe dil
Tu khud me kyu toot ta
Mere liye hai sach nahi
Lakeero me mile na hum
Mile ab tumhe aisa
Jo dard dega mujhse kam
Credits
Writer(s): Aman Tiwari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.