Confessions

Kehke mujhe farak nahi padhta hai
Jee raha hoon mein usi ke hi yaadon mein
Kehke mujhe duniya pasand nahi hai
Pal raha hoon mein usi ke hi haaton mein × 2

Being grateful aur kuch kar nahi sakta
Joh piche chuta aage leke badh nahi sakta
Khudse sawal itne aakhein band hoti nahi
Alag raah itne chahke piche murh nahi sakta
Kehte Itne urta kyu, gurur ghata
Mere kaan band maine kuch nahi suna
Joh sunliya chahke ansuna kar nahi sakta
And you know what? Sunlo meri khata
Itna kho chuka khudka pata nahi pata
Kahi sitaaro mein ho chuka ghumshuda
Joh hone wala kalka kisiko nahi pata
Toh aakhein kholo dil se bolo ab jee loon in lambho koh

Jee loon inn lambhi koh
Bekar apne hal pe
Duniya waalo koh tu rehne de
Reh befikar apne hal pe

Kehdu alright magar andar se mein theek nahi
Rou all-night, tuta tuta mera dil wahi
Baatein all-write, magar kar pata heal nahi
Saase-waase chalti bas, kuch hota feel nahi
Ab haasi mere chere pe, lagti kisiko real nahi
Pain in my heart, hota mujhse bear nahi
Sath na koi firbhi aakho mein naami nahi
Jee lena chata hoon chorni koi kaami nahi

Khair choro, Khair choro

Yeh log dube pagalpaane mein
Khushiya dusro ki jalte rehte yeh
Yeh baatein likhdu kitabo paane mein
Nikla safar pe, khudko dhundhne mein
Tune wiswas kiya toh wiswas pe rehna
Wiswas kar khudpe, upar charenge
Itihas banane aaye hai bro
Joh koi na kar paya woh sab karenge
Duniya se door, duniya sa bharke
Dil mein junun, duniya se hatke
19 ki age larka banega greatest

Kehloon toh kehne ki baatein kaafi jyada
Tu baane mere har jakhamo ki daava
Tu baane mere har kamiyabi ki wajeh
Tu dur hoto laage har pal saaja
Tumhe rakhloon apne baaho mein saaja(ke)
Jaana chor duniya ko
Duniya ki kisko padi hai



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link