Sharaab
Mere Gham ka ilaaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Berang si yeh zindagi mein
Rang laaon main Zara
Haste gaate, sunlo saare
Aaj meri daastan (Kya?)
Haath lagi yeh jaise
Alladin ka chirag
Log kehtein hain
Mujhe bigda nawaab
Pi jaun ghutan main
Bujha loon apni pyaas
Toota hai bharam yeh
Na koi dar, na hai laaj
Hai nasha sir pe sawaar
Main Piya Behisaab
Hua main be-lagaam
Sar-e-aam
Hai tamaam
Katl-e-aam
Jo bhi aade aaye mere
Pi gaya, mujhe yeh sharaab
Mere Gham ka ilaaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Chehre hain dhundhle
Par Kirdaar se hain saaf
Nashe mein hum choor
Par niyat nahi kharaab
Hosh ko samhaala humne
Josh ko hai paala humne
Jee li beta zindagi
Badey kismet waale hum hain
Shaamil hain
Tere khushiyon mein
Dard mein
Tere humdard hai
Berang si yeh zindagi mein
Rang laaon main Zara
Haste gaate, sunlo saare
Aaj meri daastan
Mere Gham ka ilaaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Berang si yeh zindagi mein
Rang laaon main Zara
Haste gaate, sunlo saare
Aaj meri daastan (Kya?)
Haath lagi yeh jaise
Alladin ka chirag
Log kehtein hain
Mujhe bigda nawaab
Pi jaun ghutan main
Bujha loon apni pyaas
Toota hai bharam yeh
Na koi dar, na hai laaj
Hai nasha sir pe sawaar
Main Piya Behisaab
Hua main be-lagaam
Sar-e-aam
Hai tamaam
Katl-e-aam
Jo bhi aade aaye mere
Pi gaya, mujhe yeh sharaab
Mere Gham ka ilaaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Chehre hain dhundhle
Par Kirdaar se hain saaf
Nashe mein hum choor
Par niyat nahi kharaab
Hosh ko samhaala humne
Josh ko hai paala humne
Jee li beta zindagi
Badey kismet waale hum hain
Shaamil hain
Tere khushiyon mein
Dard mein
Tere humdard hai
Berang si yeh zindagi mein
Rang laaon main Zara
Haste gaate, sunlo saare
Aaj meri daastan
Mere Gham ka ilaaj
Mere sar pe hai taj
Jab ho haath mein glass
Hoon main apne hi
Dhun pe savaar
Mere Gham ka ilaaj
(Yeh Sharaab)
Mere sar pe hai taj
(I'm a king bling bling)
Jab ho haath mein glass
Pi jaaun apne
Gham ko main aaj
Credits
Writer(s): Roshan Bhat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.