Sambhal Jaate
Bheeg jate
Kyu palke meri dekh kar tujhko
Ab hasaate
Woh waadein saare kiye joh mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hote tum toh
Bikhartey naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Yun dil mai mere aana
Churake durr jana
Yeh teri kaisi bekhudi hai
Asar yeh tera jaadu
Kare zeher sa kaabu
Ada-e-noor khwaab si hai
Yaadon mai tu ab bhi kahin hai
Khwabon mai laakh teri hasrate wahin
Woh teri baatein
Sulati thi joh raaton mai mujhko
Wahin yaadein
Sata rahi andhero mai kyu mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hotey tum toh
Bikhartey naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Ankhon mai nami
Beshumaar si
Rehti kyu tere liye
Tujhse khafa
Waqt ka ghila
Bewajah kyu socha kiye
Joh subah sukoon si naa mili thi
Yun bechani dil mai utar rahi thi
Kyu khone se tujhko hue hum khudse juda
Joh doob Jaatey
Toh dete kya sahara mujhko
Joh pal tere saath they
Woh saare ab battey mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hotey tum toh
Bikhate naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Kyu palke meri dekh kar tujhko
Ab hasaate
Woh waadein saare kiye joh mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hote tum toh
Bikhartey naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Yun dil mai mere aana
Churake durr jana
Yeh teri kaisi bekhudi hai
Asar yeh tera jaadu
Kare zeher sa kaabu
Ada-e-noor khwaab si hai
Yaadon mai tu ab bhi kahin hai
Khwabon mai laakh teri hasrate wahin
Woh teri baatein
Sulati thi joh raaton mai mujhko
Wahin yaadein
Sata rahi andhero mai kyu mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hotey tum toh
Bikhartey naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Ankhon mai nami
Beshumaar si
Rehti kyu tere liye
Tujhse khafa
Waqt ka ghila
Bewajah kyu socha kiye
Joh subah sukoon si naa mili thi
Yun bechani dil mai utar rahi thi
Kyu khone se tujhko hue hum khudse juda
Joh doob Jaatey
Toh dete kya sahara mujhko
Joh pal tere saath they
Woh saare ab battey mujhko
Sambhal jaate
Agar saath hotey tum toh
Bikhate naa yun
Joh bewafa na hote tum toh
Credits
Writer(s): Dev Gehlot
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.