Prasu

Kehete hai khuda ne
Khud ki hi shaqal mein
Tujhko hai bheja yahan
Tujhse yeh zamane
Saare chaand taare
Tere hi anchal se bikhare haan

Mai hu tera hissa
Jaanu mai yeh kissa
Sach hai apna rishta
Tere sadqe jaanwaan
Mai hu tera hissa
Jaanu mai yeh kissa
Sach hai apna rishta
Tere sadqe jaanwaan

Ohh meri maaaannnn haaan
Oh meri maaannn haaan
Oh meri maaan haaannnn
Ohh meri maaan haannnn

Ha
Ha
Ha
Ha

Jab bhi mai lautu ghar
Tera hi ho manzar
Khwaish yeh maange mera mann
Jannat si god me solu
Phir palke na mai kholu
Taakat batore mera tann

Na paana khuda ko hai
Na khaaish hai ish ki
Tujh mein hi padhlu geeta
Tujh mein quraan bhi

Na paana khuda ko hai
Na khaaish hai ish ki
Tujh mein hi padhlu geeta
Tujh mein quraan bhiiiiiii

Mai hu tera hissa
Jaanu mai yeh kissa
Sach hai apna rishta
Tere sadqe jaanwaan

Mai hu tera hissa
Jaanu mai yeh kissa
Sach hai apna rishta
Tere sadqe jaanwaan

Ohh meri maaaannnn haaan
Oh meri maaannn haaan
Oh meri maaan haaannnn
Ohh meri maaan haannnn

Ha
Ha
Ha
Ha



Credits
Writer(s): Subhankar Koley
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link