Karwaan
Dekh tere sapne kaise poore
Hote hain bande
Dil mei jo dhun hai wo baja de
Sabko sunne de
Baatein banaate wo jo kehte
Unhe keh lene de
Tu hai aandhi aur wo hawa hain
Unhe beh lene de
Kal ka bharosa kya ho jaaye
Tu ho ya naa ho
Pehchan teri yun ban jaaye
Tu har jagah ho
Haan raaste aasaan nahi hain
Jo yun mil jaayein
Bhaagte bhaagte kahin par
Sukoon mil jaaye
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Jaana tha jinko
Jaa chuke wo
Nayi baat kya isme
Hai ye safar
Aur tu musafir
Naa mudna pichhe
Naa hi kuch lekar
Aaya aur naa
Jayega lekar
Bas tere bin teri kami ho
Chal aisa kuch kar
Do pal ki zindagi mei gham ko
Tu aane kyon de
Kya hai shikayat ab kisi se
Chal jaane bhi de
Hai tujh par rehmat
Yun khuda ki
Tu jo bhi chaahe
Hogi sifarish Manzil teri
Tujhko mil jaaye
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Toote sapno se hai
Duniya bani
Chaho jo tum kabhi
Milta nahi
Jee raha tu jahan
Sapne saja
Hai ye Banjar zameen
Bikhra Jahaan
Khud pe kar le karam
Bas ek tu
Naa kisi ko batana
Kya dil me tere
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Hote hain bande
Dil mei jo dhun hai wo baja de
Sabko sunne de
Baatein banaate wo jo kehte
Unhe keh lene de
Tu hai aandhi aur wo hawa hain
Unhe beh lene de
Kal ka bharosa kya ho jaaye
Tu ho ya naa ho
Pehchan teri yun ban jaaye
Tu har jagah ho
Haan raaste aasaan nahi hain
Jo yun mil jaayein
Bhaagte bhaagte kahin par
Sukoon mil jaaye
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Jaana tha jinko
Jaa chuke wo
Nayi baat kya isme
Hai ye safar
Aur tu musafir
Naa mudna pichhe
Naa hi kuch lekar
Aaya aur naa
Jayega lekar
Bas tere bin teri kami ho
Chal aisa kuch kar
Do pal ki zindagi mei gham ko
Tu aane kyon de
Kya hai shikayat ab kisi se
Chal jaane bhi de
Hai tujh par rehmat
Yun khuda ki
Tu jo bhi chaahe
Hogi sifarish Manzil teri
Tujhko mil jaaye
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Toote sapno se hai
Duniya bani
Chaho jo tum kabhi
Milta nahi
Jee raha tu jahan
Sapne saja
Hai ye Banjar zameen
Bikhra Jahaan
Khud pe kar le karam
Bas ek tu
Naa kisi ko batana
Kya dil me tere
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Hain aasman se unche
Sooraj se chamakte tere
Har iraade chaahe
Mushkilein hazaar aayein aage
Chal saath lekar apne
Karwaan ummeedon ka
Un khwaabon ka
Un waadon ka kiye the jo
Tuney khud se
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.