Ghafil (feat. Sharad Malhotra & Anjali Arora)

Bechain aankhain meri dhundain tujhe har dam

Tujhse bichadhke Jana ye Dil kare matam
Barbad hai zindagi
Ek dard hai aaj bhi
Is darde dil ka sahil na hua
Ye alag bat hai ke tu mujhe hasil na hua

Aur juda hoke bhi main tujhse ghafil na hua

Pyar Tera meri taqdeer main shamil na hua

Toota sitaara koi
Chhoota sahaara koi
Jaa ke dubaara koi
Aaya nahi
Zinda zamaane tere
Mahke fasaane tere
Qisse puraane tere
Bhoola nahi
Dil me khalish si rahi
Afsos hai bas yahi
Kyu dil ye tere
Qaabil na hua
Ye alag bat hai ke tu mujhe hasil na hua
Ye alag bat hai ke tu mujhe hasil na hua
Aur juda hoke bhi main tujhse ghafil na hua
Aur juda hoke bhi main tujhse ghafil na hua
Aankho mein paani le ke
Teri nishaani le ke
Koi kahaani le ke
Main ji raha
Sulge sawere mere
Zakhmi Andhere mere
Tanha basere mere
Tere siwa
Chup hai teri yaad bhi
Yaara tere baad bhi
Is dil me koi
Daakhil na hua
Mukhda
Ye alag baat hai ke tu mujhe haasil na hua
Ye alag baat hai ke tu mujhe haasil na hua
Aur juda hoke bhi main tujhse ghafil na hua
Aur juda hoke bhi main tujhse ghafil na hua
Pyar tera meri taqdeer mai shamil na hua

Jo dill mai lagi thi vho khroch mita di
Le ajj mene teri tasveer jala di

Credits
Writer(s): Aslam Keyi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link