Dum Ghutte

Sez on the beat boy!
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Nahi hai
Dil itna thos
Hain bhaide trust issues to hain bhi mere teen hi dost
Inhe ni pata kitna mushkil hai yaha jeena roz
Jitna likhu utna kamm hai jaise 10th k boards
Aur ye dard yu badhta jaara hai jaise sez ki tond aur drishtikone ye
Jitni baar bhi bolu sahi hu sahi me hu sahi ka Vilom me
Mahine se padha gadho k jaisa yaha
Parde lagake thassa du laundo ko bola matt
Aoo mujhe Bolna jab chahiye bachao ghute dammm
Sage bhi kuch na kar paaye
Bakaeti khush na rakh paaye
Baaki to roz ka marna hai
Tabhi to maut ka darr na hai
Kabhi to Ghuttan ho kamm
Yaha pe to roz ka dhanda hai
Subah se raat tak ladna
Kisi se baat na karna
Kari to harr choti baat aake lage to behtar hai
Chup hi rehna na
Ssshh
Saala me karu kya
Ya bana diye 3 se zyada projects aur ek namuna
Chahe kitne poore karlu sapne
Ni pohocha kabhi me तट pe
Ye darr hai mere alawa koi ni samjhega ki kitna ghutte daaammm
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Hai lagta jaise pyase ko paani pilake kuue me duba diya ho
Mujhko ho sake bachalo
Nahi bachi abhijay ki jaga kahi
Tabhi sahi me hu nahi mai jolly
Ab sada ke liye hu encore
Upar se music business itni kutti cheez hai
Ispe patta to lagade yaar
Ni karne deti kaam ye yaar
Uchi ho rhi ye chaar diware
Jaise chaar minar
Yaha sar pakad ke baitha hu
Vaha gaane jaare laakho paar
Kabhi bhi khudse khud ko khoj ni paya to khaak insaan hu
Abhi bhi takiye ke cover pe hai sukhate aansu
Seene me kabse rahe hai marr janab
Akal kharab
Charas sharab
Alag mijaaz
Gazab kala rakhe sada
Hume amar aur zindabad
Andar se hai zinda laash
Par antar aata
Jab nirantar shram hai laata laabh
Hum pehele sochte ke upar mehsoos kaisa hoga
Ab hai baadalon pe lekin kuch mehsoon nahi hota, khaali
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Roz roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz ghute dum
Dum ghute roz
Roz roz ghute dum, dum ghute roz
Dum ghute roz
Roz ghute dum



Credits
Writer(s): Sajeel Kapoor, Abhijay Negi, Siddhant Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link