NAHI HAI SUKOON

Dhua dhua hai har jagah
Najaane mai ab hoon kahaan
Kisko dikhana hai
Kisko jatana hai
Dum mera ghut ta hai
Khul ke na jee sakta
Kyu?
Ye chehre kai hai
Par baate wahi hai
Ye pehle jaisi barsaate nahi hai
Ye kyun?
Nahi hai sukoon
Nahi hai sukoon
Nahi hai sukoon
Nahi hai sukoon
Na kisi kinare
Na kisi sahare
Khud ko hain saware hum
Na kisi se jeete
Na kisi se haare
Phir bhi kaisa hai ye gum
Sang mei na koi
Akela khada hoon
Hai paya jo khud ko
Toh sabse lada hoon
Mai kyuu
Chalti hawao sa behne laga hoon
Ab andhi se toofan mein dhalne laga hoon
Mai yuun
Ye kaisa junoon
Ye kaisa junoon
Nahi hai sukoon
Nahi hai sukoon
Sitaaron sa banne ki zidd pe ada hoon
Mai gehre samundar mei moti pada hoon
Aur kisko batana mai kitna bada hoon
Tab mai kaha tha,ab mai kaha hoon
Is gardish mein aisi mai aage badha hoon
Ab khud se hi khud ka mai khud mein
Jahaan hoon
Yahi hai sukoon
Yahin hai sukoon
Yahi hai sukoon
Yahin hai sukoon



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link