Main Hoon
Kya khush hoon main
Kya khush hoon main
Kya khush hoon main
Kya khush hoon main
Kabhi ye sochta hu
Khudse baaten na karu main
Is dil ko tok ta hu
Jhoothe waade na karu mai
Ye kaisi zindagi hai
Gham hai fir bhi aasun nahi hain
Ye kaisi raatein hai
Andhera hai par chaand nhi hai
Ye kya museebatein hain
Jinka koi hal nahi hai
Ye kaisi bandigi hai
Chain ek pal nahi hai
Kya khush hu main
Apne khokhle makaan mien
Kya khush hu main
Aise sarphire jahaan mie
Kya paa liya
Apne sapnon ko kurbaan krke
Kya paa liya
Aise bekhudi se jaam bharke
Kisi jagah dil mie ab bhi aag baki hai
Hu fir Khada usse bujhane
Haathon raakh bharke
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Hai saadigi
Hai aashiqui hai
Zindagi abaad bhi hai
Jitne mere khwaab hain
Na utni to udaan meri
Khwaab dekhe
Dard peeke
Saaz mie hain bolte
Kyu dil mera behaal hai
Sawaal hai
Jawaab hai
Khudse khudko cheena hai
To khudmie khudko
Kho na doon mai
Khud kahi se
Khud kahin bhi
Khaali baat ro na doon mai
Sab sahi hai
Sab wahin hai
Ye kahani
Chal rahi hai
Khaali jo kitaab meri
Khud ba khud yun
Bhar rahi hai
Kisi jagah dil mie ab bhi ghaav baki hain
Hun chal pada unhe chupa ke fir libaas dhar ke
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Kya khush hoon main
Kya khush hoon main
Kya khush hoon main
Kabhi ye sochta hu
Khudse baaten na karu main
Is dil ko tok ta hu
Jhoothe waade na karu mai
Ye kaisi zindagi hai
Gham hai fir bhi aasun nahi hain
Ye kaisi raatein hai
Andhera hai par chaand nhi hai
Ye kya museebatein hain
Jinka koi hal nahi hai
Ye kaisi bandigi hai
Chain ek pal nahi hai
Kya khush hu main
Apne khokhle makaan mien
Kya khush hu main
Aise sarphire jahaan mie
Kya paa liya
Apne sapnon ko kurbaan krke
Kya paa liya
Aise bekhudi se jaam bharke
Kisi jagah dil mie ab bhi aag baki hai
Hu fir Khada usse bujhane
Haathon raakh bharke
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Hai saadigi
Hai aashiqui hai
Zindagi abaad bhi hai
Jitne mere khwaab hain
Na utni to udaan meri
Khwaab dekhe
Dard peeke
Saaz mie hain bolte
Kyu dil mera behaal hai
Sawaal hai
Jawaab hai
Khudse khudko cheena hai
To khudmie khudko
Kho na doon mai
Khud kahi se
Khud kahin bhi
Khaali baat ro na doon mai
Sab sahi hai
Sab wahin hai
Ye kahani
Chal rahi hai
Khaali jo kitaab meri
Khud ba khud yun
Bhar rahi hai
Kisi jagah dil mie ab bhi ghaav baki hain
Hun chal pada unhe chupa ke fir libaas dhar ke
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Main hoon
Main hoon
Kahin
Ka nahi
Karun
To kya
Main karu
Credits
Writer(s): Ishaan Kaushik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.