MAIN AASHIQ HOON BAHARON KA

Main ashiq hoon bahaaron kaa
Nazaaron kaa fijaaon kaa ishaaron kaa

Main ashiq hoon bahaaron kaa
Nazaaron kaa fijaaon kaa ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Javaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main ashiq hoon bahaaron kaa

Sadiyon se jag mein aathaa raha main
Naye rang jeevan mein laata raha main
Har ek des mein nit naye bhes mein

Main ashiq hoon bahaaron kaa
Nazaaron kaa fijaaon kaa ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Javaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main ashiq hoon bahaaron kaa

Kabhi maine hans ke deepak jalaae
Kabhi banake baadal ansu bahaae
Mera raastaa pyaar kaa raastaa

Main ashiq hoon bahaaron kaa
Nazaaron kaa fijaaon kaa ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Javaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main ashiq hoon bahaaron kaa

Chalaa gar safar ko koyi besahaara
To main ho liya sang liye ek taaraa
Gaata hua dukh bhuulaata hua

Main ashiq hoon bahaaron kaa
Nazaaron kaa fijaaon kaa ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Javaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main ashiq hoon bahaaron kaa



Credits
Writer(s): Shailendra, Jaikshan Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link