DARMIYAAN

Tere mere jo darmiyaan
Tu aas dila de

Tere mere jo
Darmiyaan tu
Unko Mita de

Jo vada Kiya tha
Jo pura na hua
Tu Usko nibha le

Mein thehra yahin
Waqt bhi wahin
Tu aas dila de

Tu baho me uske
Par dil me hun mein
To apna bana le

Tha beintehaan
Pyaar Mera
Ye Ansu hain gawah

Ab tere nishaan
Mein dhundhu kahan
Mein khada hun wahan
Tune chhoda jahan

Mein thehra yahin
Waqt bhi wahin
Tu aas dila de

Tu baho me uske
Par dil me hun mein
To apna bana le

Tere mere jo
Darmiyaan tu
Unko Mita de

Jo vada Kiya tha
Jo pura na hua
Tu Usko nibha le

Mein thehra yahin
Waqt bhi wahin
Tu aas dila de

Tu baho me uske
Par dil me hun mein
To apna bana le



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link