Shehar
Aise tumhare sirhaney
Sir rakh kar kabhi so jau
Tum mere baalon ko sehlaao
Aakhon main kho jao
Main muskura ke so jau
Sapna hi sahi
Kabhi poora toh ho
Ho! Kabhi khwaabon main hi
Tum meri bano
Kabhi mujhe bhi tum bulana
Apne hi diye naam se
Jaise tumhari tasveeron
Ko mene ye diya hai
Alag ek naam ye
Hoke naraaz sahi
Par baatein karo
Ho Kabhi khwaabon main hi
Tum meri bano
Le jao
Mujhe kahin door
Kahin door
Iss shehar se
Ha iss bheed se
Jaha ye pahadiya
Tumhara mera naam doharaaye
Aisi ho vo vaadiyaan
Ke tere mere bich ke saansien
Hum sun bhi ye paaye
Kabhi toh aao
Mujhe le jao
Kahin humse
Le jao
Mujhe kahin door
Kahin door
Iss shehar se
Ha iss bheed se
Aise koi jagah hogi kya tere ye dil main
Hote na ho jaha sahi galat ke faisley
Koi shaamein ho teri meri
Jaha tu sath ho sirf meri
Aise koi jagah hogi kya tere dil main
Jaha tu sath ho sirf meri
Aur koi teesra na aa sake humare bich main
Sir rakh kar kabhi so jau
Tum mere baalon ko sehlaao
Aakhon main kho jao
Main muskura ke so jau
Sapna hi sahi
Kabhi poora toh ho
Ho! Kabhi khwaabon main hi
Tum meri bano
Kabhi mujhe bhi tum bulana
Apne hi diye naam se
Jaise tumhari tasveeron
Ko mene ye diya hai
Alag ek naam ye
Hoke naraaz sahi
Par baatein karo
Ho Kabhi khwaabon main hi
Tum meri bano
Le jao
Mujhe kahin door
Kahin door
Iss shehar se
Ha iss bheed se
Jaha ye pahadiya
Tumhara mera naam doharaaye
Aisi ho vo vaadiyaan
Ke tere mere bich ke saansien
Hum sun bhi ye paaye
Kabhi toh aao
Mujhe le jao
Kahin humse
Le jao
Mujhe kahin door
Kahin door
Iss shehar se
Ha iss bheed se
Aise koi jagah hogi kya tere ye dil main
Hote na ho jaha sahi galat ke faisley
Koi shaamein ho teri meri
Jaha tu sath ho sirf meri
Aise koi jagah hogi kya tere dil main
Jaha tu sath ho sirf meri
Aur koi teesra na aa sake humare bich main
Credits
Writer(s): Vidit Meghwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.