Kabhi Kabhi Mere Dil Mein(Solo By Mukesh) (Jhankar Beats)
Kabhi-kabhi mere dil mein khayaal aathaa hai

Ki jaise tujko banaaya gaya hai mere liye

Too ab se pehle sitaron mein bas rahee thi kaheen

Tuje zameen pe bulaayaa gaya hai mere liye

Ki ye badan, ye nigaahen meri amaanat hain

Ye gesuon kee ghani chhaanv hai meri khaatir
Ye honth aur ye baahen meri amaanat hain

Ki jaise bajati hain shehanaiyaan see raahoon mein

Suhagaraat hai, ghunghat utaa raha hoon main

Simat rahee hai too sharmaa ke apanee banhon mein

Ki jaise too muje chaahegi umr-bhar yoon hee
Uthegi meri taraf pyaar kee nazar yoon hee
Main jaanata hoon ki too gair hai, magar yoon hee

Kabhi-kabhi mere dil mein...

Credits
Writer(s): Khayyam, Sahir Ludhiyanvi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Main To Har Mod Par (Happy) (Jhankar Beats)
- Jo Tumko Ho Pasand Wohi Baat Kahenge (Jhankar Beats)
- Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Jhankar Beats)
- Chandi Ki Deewar (Jhankar Beats)
- Diwano Se Yeh Mat Poochho (Jhankar Beats)
- Teri Yaad Dilse Bhulane Chala Hoon (Jhankar Beats)
- Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera (Jhankar Beats)
- Woh Tere Pyar Ka Gham (Jhankar Beats)
- Kabhi Kabhi Mere Dil Mein(Solo By Mukesh) (Jhankar Beats)
- Zuban Pe Dard Bhari Dastan (Jhankar Beats)
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.