Stars and You
(Intro)
Ruki yeh kaaynaat fir teri talaash mein
Me subeh ko jo khojta wo chandni si raat mein
Jo chaand ab yeh sang khada
Andheron me jo mann laga
Fir karwatein jo leta ab wo teri hi khyaalon me
Safar haseen teri galliyon se ham guzrein jab bhi
Jo bindi kaali teri sargamon ki sur hai lagti
Mehfooz si adaa yeh sufiyaana shaam si
Ruhaaniyat ye aankhen baatien mehkhaani sharaab si
Yeh saare jo sitaare tere palko pe bhiche hai
Hum to kehre khudse jabse tujhse jude hai
Hai kaisi iltaja yeh maanta na dil yeh pagal
Tu jese chaand hum sitaare ban jo yeh jude hai

Samaa hai aashiqui mijaaz ishq me doobien hai
Haan likhta hoon nasha deewaano sa mai kaagazo pe

Yeh zindagi kathor bhi jo jeelu teri aad mein
Yeh maut na manzoor na jo honi teri baahon mein
Yeh saansein chalrhi hai aajtak yeh khokhli
Mehsoos hoti harpal ab iss aashiqui me
Jab tu kehde pagal dil yeh kehta teri khaatir
Zubaan se yeh likhaare chup or likhta sirf tere khaatir
Jismon raagini moh ka aankhon ka ye laazmi
Baaton ka nasha yeh waqt jhoome aaj bhi
Jhoome aaj bhi
Teri yeh kami
Hum na ek jese
Baadal or yeh zameen
Jo tu na zindagi
Lagti yeh kami
Rehta kaise ab jo jaana mai haan tere bin
Yeh saare jo sitaare tere palko pe biche hai
Dil yeh toota fir bhi ishq me jo hum doobien hai
Hai kaisi ilteja yeh maanta na dil ye pagal
Jo raat tu mai shaam ik dooje se door hue hai

Aankhien numb hai dil pe chot leke ab jiye hai
Han likhta hu nasha deewano sa mai kaagazon pe
Tu jese chaand hum sitaare jo yeh door hue hai
(outro)

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.