Chashme Badoor
(Chashme badoor nazar se bacha kar)
(Sarasar zulm karti ho)
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
Aaj Phir shehar baarish ney tarr kia
Joint jalla dhuaan baatein karay tanzia
Dil kia likhnay ko thori shayri
Boondh'on ki gayeki ney lafzon ko ghar dia
Baargah-e-husn kay jam e ghafeer mein
Kya guzray kabhi nazar se is bheer mein?
Teri ankhain humain dekhain itna bohat hai
Warna to tishnagi aesi kay dil ko cheer dey
Roz teri muskaan ka uthaatay nuksaan
Hosh hi na rahay jun dein taareefon kay pul baandh
Dhoom dhaam chor teri khaamoshi mein reh lein aa kar
Lena saans bhi rakha nahi tere baraabar
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
Arz kia hai janaab, bolain irshaad
Is shayari mozu wohi hum aur aap
Gham tabaah hain unkay ashiyanay mein
Hum suntay rahay, apni bataanay dein
In the mornin' half past six
Paavay story uttay top notch pics
Akhaan teri karran play smart tricks
Crop top ch tu hot jinni ona hi koi mein lit
I said would you do it for the 'gram or nah?
Aena kith'on leh kay andi eh tu stamina
Girl, would you do it for the 'gram or nah
Aena kith'on leg kay andi eh tu stamina
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
(Sarasar zulm karti ho)
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
Aaj Phir shehar baarish ney tarr kia
Joint jalla dhuaan baatein karay tanzia
Dil kia likhnay ko thori shayri
Boondh'on ki gayeki ney lafzon ko ghar dia
Baargah-e-husn kay jam e ghafeer mein
Kya guzray kabhi nazar se is bheer mein?
Teri ankhain humain dekhain itna bohat hai
Warna to tishnagi aesi kay dil ko cheer dey
Roz teri muskaan ka uthaatay nuksaan
Hosh hi na rahay jun dein taareefon kay pul baandh
Dhoom dhaam chor teri khaamoshi mein reh lein aa kar
Lena saans bhi rakha nahi tere baraabar
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
Arz kia hai janaab, bolain irshaad
Is shayari mozu wohi hum aur aap
Gham tabaah hain unkay ashiyanay mein
Hum suntay rahay, apni bataanay dein
In the mornin' half past six
Paavay story uttay top notch pics
Akhaan teri karran play smart tricks
Crop top ch tu hot jinni ona hi koi mein lit
I said would you do it for the 'gram or nah?
Aena kith'on leh kay andi eh tu stamina
Girl, would you do it for the 'gram or nah
Aena kith'on leg kay andi eh tu stamina
Chashm e badoor nazar se bacha kar
Tabaahkun deed sey tabaah kar
Saraasar zulm karti ho
Tufaan kay jaisay kabhi ayi na bataa kar
Ab aa hi gayi to thora thehar lo
Kuch apna suna kay thori khair lo
Mehal-e-vairaan mein yun karlo qayaam
Itna to sharf bakhsho na mere shehar ko
Credits
Writer(s): Abdullah Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.