Ab To Bas Ek Hi Dhun
Ishq e Sarkar ka is shaan se samrah dekhun
Ke tasawwur main Madeenah hi Madeenah dekhun
Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madeenah Dekhun
Mere maula meri aankhon main baseerat de de
Taake in aankhon se Sarkar ka jalwa dekhun

Ho Madeene se mahabbat ka nasha itna ajeeb
Khuld main bhi ye tarap ho ke Madeenah dekhun

Mimbar e noor ya mehraab o riyaazul Jannat
Khaar e Taibaah ya ke gulzaar main kya kya dekhun

Naat e Sarkar parhun saamne wo aajaaen
Ishq main phir dil e bismil ka tarapna dekhun

Zahe taqdeer mile mujh ko Madeene main baqee
Phir meri qabr se main gumbad e khazra dekhun

Tu hai deewaana Nabi ka ye main charcha dekhun

Credits
Writer(s): Abid Ayub Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.