Chaleya
Ishq mein dil bana hai
Ishq mein dil fana hai, oh-oh-oh
Mita de ya bana de
Maine tujhko chuna hai, oh-oh-oh
Tere saare rang odh ke, dang odh ke
Tera hua main sab ko chhod ke, oh-oh-oh
"Ishq nahi karna naap-tol ke, raaz khol ke"
Aaya hoon main sab ko bol ke, oh-oh-oh
Oh, main taan challiya teri or, tera challiya hai zor
Tera hoya main, yaar ve, bhulliya ae sansaar ve
Challiya teri or, tera challiya hai zor

Jag tere liye chhodeya, dil tere sang jodeya
Ab tera main toh ho gaya, paake tujhe main kho gaya
Jag tere liye chhodeya (chhodeya), dil tere sang jodeya (jodeya)
Ab tera main toh ho gaya (ho gaya), paake tujhe main kho gaya, kho gaya, haan
Ishq mein dil bana hai
Ishq mein dil fana hai, oh-oh-oh
Hansa de ya rula de
Maine tujhko chuna hai, oh-oh-oh
Duniya kehti, "Ishq bhool hai, be-fizool hai"
Humko toh dil se qubool hai, oh-oh-oh
Tujhmein dikhta Rab ka noor hai, ek suroor hai
Tu hai apna, yeh ghuroor hai, oh-oh-oh
Ve main taan challiya teri or, tera challiya hai zor
Teri hoyi main, yaar ve, bhulliya ae sansaar ve

Tu ishq-e-khwaab, khwaab sa hai, mera be-hisaab sa hai
Tere lafz choom loon main, Urdu ki kitaab sa hai
Ishq-e-khwaab khwaab sa hai, mera be-hisaab sa hai

Jag tere liye chhodeya (Ishq mein dil bana hai)
Dil tere sang jodeya (Ishq mein dil fana hai, ohh)

Jag tere liye chhodeya (Mita de ya bana de)
Dil tere sang jodeya (Maine tujhko chuna hai, oh-oh-oh)
Ab tera main toh ho gaya, paake tujhe main kho gaya, kho gaya, haan

Credits
Writer(s): Kumaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.