Kehde tu Zara

Dil mera mana
Mana hai pehli baar
Phir dard khaana
Shayad nai hai bekaar
Kehde tu zara
Kehde tu dil ki baat
Tujhpe hi mara ye
Dil tujhe leke fir saath

Aakhirkaar hua dard chota
Maane baat mera dil meri ab
Itni baar mera dil toota
Kaahe chahta hai ye pyaar karna ab
Pehle 8 the ab 4 sota
Din din ghante hote jaaye kam
Uske kaash ab mai paas hota
Ek nazar aur mit jaye gum

Kyun udaas ho pyaare mujhse kehdo na
Gehri baatei kaafi humse karlo na
Tumhe dekha na jaa pata gum mei mai
Jab hun itna khush aur bas tumhare liye

Dil mera mana
Mana hai pehli baar
Phir dard khaana
Shayad nai hai bekaar
Kehde tu zara
Kehde tu dil ki baat
Tujhpe hi mara ye
Dil tujhe leke fir saath

Kya socha tha kabhi tune ki milega
Kabhi aur choone ko ek naya shayad nahi
Aur abhi dekh kaise ye fela pyaar dilli se bambai
Aur shayad ye pune bhi pohocha
Kyun fir lage suna hai abhi bhi arey chodh
Chodh unn sab baaton ko aasu gam bhare raaton ko
Jale pe chidka namak hai jala tu unn lifafo ko
Pairo pe padte chaale hum chalte hi chalte jaare
Jo kahin ke nahi ho paaye woh Hume ab Ghar banaare

Kyun udaas ho pyaare mujhse kehdo na
Gehri baatei kaafi humse karlo na
Tumhe dekha na jaa pata gum mei mai
Jab hun itna khush aur bas tumhare liye

Dil mera mana
Mana hai pehli baar
Phir dard khaana
Shayad nai hai bekaar
Kehde tu zara
Kehde tu dil ki baat
Tujhpe hi mara ye
Dil tujhe leke fir saath

Kyun udaas ho pyaare mujhse kehdo na
Gehri baatei kaafi humse karlo na
Tumhe dekha na jaa pata gum mei mai
Jab hun itna khush aur bas tumhare liye



Credits
Writer(s): Krishna Khanna, Siddhant Basu
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link