Akhri Text

Ab likhney ko kya hi bacha hai
Likhney ko kya hai ab hai baaki
Koi poochey dil kisne hai tora
To yaad ati us bewafa ki
Jo hummey humsey behtar jaantey they
Ab kehtey vo ghair log
Uski zidd thi mujse ke na ana dubara
To chordiya uskey sheher ko
Jana hi tha agar jaaney jaana jaati dil mera wapis tu karkey
Tu khanabadoshon ki tarah hai phirri
Dil mera asal tera ghar hai
Ab ussey me kaho bhi kya
Vo meri ab sunti kahan hai
Dil mehal aik waqt pe tha mera jo
Ab kehti hai unki jagah hai
Menay bhi haskey kaha tha ke khuda tum dono ko khush rakhey
Na dikhonga tujhey mein is vaade pe hoi vo khush humsey
Tu mera ishq hai tu jesa ghazal hai a melody
Hona tum kisi ki bhi chaho humesha rahogey meri hi
Tu meri nahi rahi par me to rahonga sirf tera
Gerrha ho logon se par in logon me tu nahi to me bhi akela
Dil hai aik cheez jo sudre na phir issey kesay sikhao me
Tu mera pyaar tha zidd nahi warna aj hoti in bahon me
Akhri Text yaad hai muje vo akhri convo
Khush thi tu meray jaaney pe to poochey tha menay hai kon vo
Menay bhi toka nahi menay bhi jaaney diya
Tuney bhi roka nahi ansu bahaney diya
Teri yaad muje ab sataye bohat unconscious i've been high alot
So much pain grief and suffering kar de reham aur hoga ab sabar nahi
Teri yaad jab aye to dard hota seenay me
Jesay hota hai zeher ko peenay se
Tu nahi to me bhi nahi mout hi behtar is tarah jeenay se



Credits
Writer(s): Arif Rustam Baig
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link