May Ka Mahina

झन दीया बोज्यु छाना बिलौरी
लागला बिलौरी को घाम
Yaad hai na tumko? Mayi ka voh mahina
Yaad hai na tumko? Mayi ka voh mahina
Tu main mile, hum ho gaye
Socha kabhi nahin tha

Baat hai fizool si, joh pehli baar tha
Hawa mein ghul gayi saba
Voh saade waqt ne joh, rangoliyan banayi
Main mera hi na raha

Yaad hai na tumko? Mayi ka voh mahina

झन दीया बोज्यु छाना बिलौरी
लागला बिलौरी को घाम
लागला बिलौरी को घाम
लागला बिलौरी को घाम
लागला बिलौरी को घाम

Mujhse tumhein kuchh narazgi hui
Baaton se meri na raazi hui
Baithe hain raste, dekho tarste
Dhunde hawayein teri aahatein
Aankhein bechari ummidon ki maari
Raahon se teri yeh na hatein

Main aur tum ho jayein gum
Dhak dhak shor hai badha

Yaad hai na tumko? Mayi ka voh mahina
Oooo Yaad hai na tumko? Mayi ka voh mahina
Tu main mile, hum ho gaye
Socha kabhi nahin tha



Credits
Writer(s): Maan Panu
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link