Aankho

Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai yun
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai yun
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Kandho ka bhoja hota kab jab
Jab kandho pe rehta hai sar tera
Jaana teri khushi hai farz mera
Baal sehlau jab mai tere
Tu bhi hass dena
Mudkar woh boli, sunno
Mujhe bhi toh kash dena
Ped tale baithe dono
Baat kare kal ki
Sab asal, yaha jaana kuch bhi nahi nakli
Joothe ni waade aur
Mai nahi koi mantri
Haatho mein haath liye
Baatein karu mann ki

Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai yun
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai yun
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Kiye jo waade saare maine
Tujhse, nibhaaunga
Badalte mausamo ke tarah
Tujhko rijhaunga
Dooba jo tera dil kahi
Main naav banjaunga
Kahe jo kuch bhi na kabhi tu
Aankhon se main padh jaunga
Teri baate mulaqaate
Mere zehen me dafan hai yuu
Chahe jo ho gham ae dauran
Tujhko me chahunga beintiha
Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai tu
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Jabse mili hai tu
Aankhon mein basi hai yun
Nashe mein rehne laga hoon jaana kyu
Jabse mili hai tu
Toote dil Aksar milte jaana inn
Mehkhaano mein
Wafa bhi bikti dekhi jaana
Inn bazaaro mein
Tere sahare baithe thehre
Hum kinaaro pe bas
Khayaal rakhna apna mere unn khayalo mein
Toote dil Aksar milte jaana inn
Mehkhaano mein
Wafa bhi bikti dekhi jaana
Inn bazaaro mein
Tere sahare baithe thehre
Hum kinaaro pe bas
Khayaal rakhna apna mere unn khayalo mein



Credits
Writer(s): Tanishq Jakhar, Vasu Raina, Rohan Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link