Grown Up

Yeh chaar diwaari me hai kaid ek parinda jiski
Saaso dabi si na boli hu mai gunga theek hi
Jo baate dil me vo dil me kabki mar chuki thi
Jo chaar shayari aur chutkalo me khulke nikli

Meri pasnd hai kuch alag toh maine doshi mujhko
Teri nazar me hu mai jo bhi jaake khele mujhko
Mujhe na darr hai iss jahaan bs khuda ka
Meri himmaton ko laazmi jo maa aur uss pita ka

Meri zindagi hai vari si ek zarf me mai bharlu khudko
Kisiki aadi na phir bhi darr lage tum thaamo mujhko
Bedili hi bedili par chehre se hasi na utre
Tumko lgti mast maula mann me 100 vichaar kutre

Khaati zydaa bhaav mere sab purana yaar
Khete
Jinko bhul thi chuki vo phir ussi ka naam
Lete
Tang padi hai zindgi aur kam padi hai vaise bhi
Mai bin kahe aakhe chhupari khaa na le yaade kahi

Kisiki lu mai kyu fikar par matalabi na phele se
Tabhi toh khoo chuki bharosa apno se aur gairon se
Kyu ki hu lut chuki mai aadhi iss yaakeen ke chalte hi
Bin chhipaaye baate karke sach chhipaate the sabhi
Thak chuki hu par kis ko kya batao bolu
Thak chuki hi ab mujhko mat sataao sunlo
Darr rahi hu hum pyaar jinse krte the mai
Darr Rahi hu kya pyaar phir se krr sake

Yeh chaandni si shaam bhi kyu humko ab sata rahi
Jo apne me magan hai unko faayde gina kyun rahi
Ki humsafar na milte yuhi
Na zarurat rakhlu thumhi
Rahe chuki akele kaafi
Khudse bhi ab rakhlu doori

Kya gilla mujhese tujhko ae khuda tu yeh bata
Tu sb ko haq ka deke baitha mere haq ka kya bhala
Bas muskuraate iss mukhaute pe chhipaati khudko hi
Bhul baithe khud se hi thi dikhti kaise vo hasi

Adhoori si baate hi kaafi
Kyu krni phir yeh poori
Hum kinko yeh suna rahe
Aur kin ke liye gaa rahe
Jo saathi the vo na rahe
Naye na hum bana rahe
Akele kaafi aa chuke hai
Door chalte jaa rahe

Vo zindagi se kuch bhi mila kya
Na maalum aur la pyaar
Hum qabil toh la-haar
Yeh sahil hila kya
Yaha kadir bhi la chaar
Hum likhde sb aasaar
I got these things too far



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link