Mohabbat Ki Wajah

Saanson ki tu, Thandi si hai ik hawaa
Dhadkaon mein, Aahat si hai baar haan
Mehsoos nas-nas mein ho tu hi, Har ikk pal jis tarah
Uss pal ko jee lena hai jaise, Pehli aur aakhiri baar
Ban jaa, Mohabbat ki wajah, Tu meri ban jaa, Mohabbat ki wajah
Ban jaa, Mohabbat ki wajah, Tu meri ban jaa, Mohabbat ki wajah
Masoom si khwaahish hui, Dhoop mein baarish ho jaise
Yeh Zindagi khushnumaa si, Fizaaon ki saazish ho jaise
Ab tu hi Sab ki wajah hai, kyun bewajah
Ban jaa, Mohabbat ki wajah, Tu meri ban jaa, Mohabbat ki wajah
Ban jaa, Mohabbat ki wajah, Tu meri ban jaa, Mohabbat ki wajah
Shaamo subah, Tu hi Fiza
Tu hi har mausam ki wajah
Mausam ki wajah
Tu hi dua, Tu hi raza
Tu hi ab jeene ki wajah
Jeene ki wajah
Shaamo subah, Tu hi Fiza
Tu hi har mausam ki wajah
Mausam ki wajah
Tu hi dua, Tu hi raza
Tu hi ab jeene ki wajah
Jeene ki wajah
Shaamo subah, Tu hi Fiza
Tu hi har mausam ki wajah
Tu hi dua, Tu hi raza
Tu hi ab jeene ki wajah



Credits
Writer(s): Samira Koppikar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link