Rehne Do

Rehne do, rehne do, rehne do
Thehro tum baaton ko
Rehne do
Do pal hai sukoon ke jeene do
Bekhudi mein mujhko behne do

Haan thodi anjaani si mujhko lagi
Saari baatien
Na jaanu mein dohraye kyun
Wahi yaadien
Jaana chahu mein iss sab se
Kahin duur
Agar Kehte hai yeh zindagi ek
Karvaan hai
Hoon rahi mein jo ruka bas
Do dafa hi
Chaa raha hai mujh pe yeh naya sukoon

Toh bas Rehne do mujhe tum rehne do
Haan bas do pal hi mujhe tum rehne do
Idhar udhar ki baaton ko
Jhoothe kasme aur waadon ko
Bas kyun na, kyun na thodi der
Rehne do

Be-asal hai saari meherbaani
Shayaad yahi hai sab ki kahaani
Jaanu na kyun sehte beqarari
Kehte phir yahi hai zindagaani

Haan thodi anjaani si mujhko lagi
Saari baatien
Na jaanu mein dohraye kyun
Wahi yaadien
Jaana chahu mein iss sab se
Kahin duur
Agar Kehte hai yeh zindagi ek
Karvaan hai
Hoon rahi mein jo ruka bas
Do dafa hi
Chaa raha hai mujh pe yeh naya sukoon

Toh bas Rehne do mujhe tum rehne do
Haan bas do pal hi mujhe tum rehne do
Idhar udhar ki baaton ko
Jhoothe kasme aur waadon ko
Bas kyun na kyun na thodi der
Rehne do



Credits
Writer(s): Aseem Anand Kurhekar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link