GUZAARE (feat. VYAN)

Anjaane mein hi
Jaane na tu kaise
Bulane lagi mujhko apni yaadon mein

Ve maahi teri yaadon ke sahare
Dinn ye guzaare haan

Kyun naaraz tu dil na maane
Dekh kar mujhe na pehchane
Kyun fikar uski sataye
Bulakar bhi paas na aaye

Tu Jaane na kya jaadu kar gayi
Tere aane se hawayein tham gayi



Credits
Writer(s): Srijjan Chauhan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link