Khabar Khabar (From "Mangalavaar)

Amma khabar, khabar, khabar maa
Amma nazar, nazar, nazar maa

Aatank ko
Is dadd ko, yeah
Aake roko, yeah
Tum ho toh, yeah
(Hey, maha Laxmi tyohaar shuru ho jaaye)

Kaam duaaon se hai, tu jo chahe banta
Tere hote hue bhi dari kyun hai janta?
Maut ka bajne laga chaaron taraf danka
Rang-rang khooni yahaan, kisne bata rangaa?

Amma khabar, khabar, khabar maa
Amma nazar, nazar, nazar maa
Amma khabar, khabar, khabar maa
Amma nazar, nazar, nazar maa

Kaun kaatil hai yahan, kisko bata pakdoon?
(Amma khabar, khabar, khabar maa, nazar, nazar, nazar maa)
Chehre pe lage chehre kayi, kisko bura samjhun?
(Amma khabar, khabar, khabar maa, nazar, nazar, nazar maa)

Ye tera agar noor pade, toh yeh bala door kare
Dar pe aaye tere hum saare
(Kyun bechare jaayein maare bina dosh ke?)
Ay, tu hi upkaar kare, beda tu hi paar kare
Tu hi ab dur kare gum saare
(Tu jo chahe aage aake ise rok de)

Har mangal ko lage yahaan koi maatam
Khauf ka chhaya hua gaanv mein hai mausam
Jaagte ab hain sabhi raat ko bhi har dum
Jaayein toh jaayein kahan tere siva ab hum?

Amma, mare, mare lok, amma
Aake tu hi sitam rok, amma
Amma nazar, nazar, nazar maa
Amma, le nazar, aa khabar maa

Saare be-sahaare teri taraf dekhein
(Amma khabar, khabar, khabar maa, nazar, nazar, nazar maa)
Saare gum ke maare teri taraf dekhein
(Amma khabar, khabar, khabar maa, nazar, nazar, nazar maa)

Amma khabar, khabar, khabar maa
Amma nazar, nazar, nazar maa
Amma khabar, khabar, khabar maa
Amma nazar, nazar, nazar maa



Credits
Writer(s): Arafat Mamood
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link