Oonchi Oonchi Deewarein
Ishq-ishq hai, ishq-ishq hai
Ishq-ishq hai, ishq-ishq
Ishq-ishq hai, ishq-ishq hai
Ishq-ishq hai...
Haan, tera rang jaise ishq warga
Ishq ka rang toh hai Rabb warga
Rabb ka rang toh hai paani sa saaf
Paani ka rang toh hai teri rooh warga
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Saari khushiyaan saath samete
Baandh ke aana padega
Ho, saath kangan leke aana
Thode bandhan leke aana
Aa, nibhaayenge hum mil ke
Haan, thodi baatein leke aana
Saari raatein leke aana
Guzaarenge hum mil ke
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Saada ishqan yeh, ishqan yeh
Ishqan yeh, ishqan
(Oh, saada) saada ishqan yeh, ishqan yeh
Ishqan yeh, ishqan (ishqan)
Oh, kehte hain, "Uss Khuda se jo maango, woh milta hai"
Teri bhi sunega woh Khuda
Ishqan yeh rishta hai jo tere aur mere dil ka
Dikhta iss rishte mein Khuda
Hmm, iss rishte ko saath mein mil ke
Humko nibhaana padega
Bhool ke saari duniya
Tumko bhaag ke aana padega
Laal joda pehne aana
Haath mehendi waale lana
Rachaayenge sang mil ke
Saath kangan leke aana
Woh bandhan leke aana
Nibhaayenge hum mil ke
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Ishq-ishq hai, ishq-ishq
Ishq-ishq hai, ishq-ishq hai
Ishq-ishq hai...
Haan, tera rang jaise ishq warga
Ishq ka rang toh hai Rabb warga
Rabb ka rang toh hai paani sa saaf
Paani ka rang toh hai teri rooh warga
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Saari khushiyaan saath samete
Baandh ke aana padega
Ho, saath kangan leke aana
Thode bandhan leke aana
Aa, nibhaayenge hum mil ke
Haan, thodi baatein leke aana
Saari raatein leke aana
Guzaarenge hum mil ke
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Saada ishqan yeh, ishqan yeh
Ishqan yeh, ishqan
(Oh, saada) saada ishqan yeh, ishqan yeh
Ishqan yeh, ishqan (ishqan)
Oh, kehte hain, "Uss Khuda se jo maango, woh milta hai"
Teri bhi sunega woh Khuda
Ishqan yeh rishta hai jo tere aur mere dil ka
Dikhta iss rishte mein Khuda
Hmm, iss rishte ko saath mein mil ke
Humko nibhaana padega
Bhool ke saari duniya
Tumko bhaag ke aana padega
Laal joda pehne aana
Haath mehendi waale lana
Rachaayenge sang mil ke
Saath kangan leke aana
Woh bandhan leke aana
Nibhaayenge hum mil ke
Oonchi-oonchi deewaron ko
Laangh ke aana padega
Credits
Writer(s): Manan Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.