Duur

(Ajao ajao)
(Kahan ho?)

Haan tha mein
Thora sa judaa khud se
Tumse na koi gilaa mera, oh
Jo bhi hai
Jo bhi tha mera tere siwa
Haan hai kam
Mujhe pata, haan oh

Haan hun, mein door
Phir kyun, aye yaad
Na mein, na tu
Aye yaad

Yaad hai mujhe
Bhoola nahi
Jo the kabhi
Saaray khwaab
Ab hain nahi
Hai uth chuka
Mera mujh se saath
Khoya hun
Khoya hi tha
Tujh mein main
Tere baad
Darta hun
Kho na dun
Tujh ko mein yun
Tere baad

Haan hun, mein door
Phir kyun, aye yaad
Na mein, na tu
Aye yaad
Aye yaad
Aye yaad
Aye yaad

Haan hun, mein door
Phir kyun, aye yaad
Na mein, na tu
Aye yaad
Haan hun, mein door
Phir kyun, aye yaad
Haan hun, mein door
Phir kyun, aye yaad
Na mein (na mein)
Na tu, oh



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link