Arthur Road

Mera kasoor nahin
Gunah ko karra kabul nahin
Voh chahte main dafan ho jaun par
Bhole hain sath mere bhul nahin

Snitching karna logon pe mera wo rule nahin
Maar kha ke bolo main mera usul nahin
Hathkhadi picture mein lagti to mast hai
Hathkhadi hathon mein lagta phir cool nahin

Aankhon se aankhein nahin milti hai mulaqat mein
Jab maa meri roti hai har ek baat pe
Phone pe khali sunai de rahi unki saansein
Maa chain se tu sohi nahin kitne raat se
Maa mujhe malum yeah waqt thoda bura
Par bure ke bina to insan adhura
Jo soya hai farsh pe aasman wo chura
Jo bhaga hai lambe tak wohi to dur aaya
Abhi tu rona nahin
Batein hain baki par phone yahaan pe katega maa
Maa tu ab darna nahin jo hona ho gaya beta ab ladega

Sone ko jagah nahin milti hai yahan karvat hai
Aaj hua jamma loka kal tha parvat mein
Upar se niche tak zindagi harkat hai
Paap mere dhul gaye aane wali barkat hai
Chalta yahan note hai kiski arzi nahin
Bidi ko pee pee ke samay guzarti gai
Khote ke patli wo yahan pe chalti nahin

Gaya main andar tha thi meri galti nahin
Meri thi marzi nahin jiske liye zaruri tha
Kismat bhi kya karta wo bhi majboor hi tha
Waqt mera bura tha khuda naraz tha
Phir bhi woh gaya nahin mera pass tha
Jo mere pass hai wohi to khas hai
Jo mere pass nahin unse naraz nahin
Unse main khush hun kyunki wo real hai
Khuda jab sath tere kis cheez ka fear hai

Sone ko jagah nahin milti hai yahan karvat hai
Aaj hua jamma loka kal tha parvat mein
Upar se niche tak zindagi harkat hai
Paap mere dhul gaye aane wali barkat hai

Mera kasoor nahin
Gunah ko karra kabul nahin
Voh chahte main dafan ho jaun par
Bhole hain sath mere bhul nahin

Snitching karna logon pe mera wo rule nahin
Maar kha ke bolo main mera usul nahin
Hathkhadi picture mein lagti to mast hai
Hathkhadi hathon mein lagta phir

Khane mein swaad nahin, paani mein zeher hai
Har cheez ki kimat hai insaaf ke sheher mein
Dard ko dawa nahin, sone ko jagah nahin
Phir kaise system yeh sabke liye fair hai
Tarik pe tarik hai yahan, sunne ko hai nahin koi
Sabko ye malum hai, andha yeh kanun hai

Awaz uthaane per dabata
Lada jo news pe case nakli lagate
Kathin tha kafi jo samay ko kata main
Mushkil mein koi bhi nahin aata
Nafrat mein pyaar hi batata main
Kon mujhse real hai, sab samajhta hai
Piya mein gum ko ghontke
Shoutout hai bhai log ko aaye jo court pe
Free loka banners ko dekha main road pe
Nok pe khada main chakku ke
Aankhon mein aansoo aur dil bhara chot se
Notes se chalta yeh kanun hai
Samajh pe kuchh bhi nahin hota hai
Ye sabko hi malum hai
Andha ye kanun hai

Zindagi pass ya zindagi fail hai
Kisi ko saza ya kisi ko bail hai
Harna nahin, kaise bhi musibat jhel le
Maut ka khel, yeh Arthur ka jail hai

Sone ko jagah nahin milti hai yahan karvat hai
Aaj hua jamma loka kal tha parvat mein
Upar se niche tak zindagi harkat hai
Paap mere dhul gaye aane wali barkat hai

Mera kasoor nahin
Gunah ko karra kabul nahin
Voh chahte main dafan ho jaun par
Bhole hain sath mere bhul nahin

Snitching karna logon pe mera wo rule nahin
Maar kha ke bolo main mera usul nahin
Hathkhadi picture mein lagti to mast hai
Hathkhadi hathon mein lagta phir cool nahin



Credits
Writer(s): Lok Bista
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link