Balam Pichkari
Balam, pichkari jo tune mujhe maari
Toh bole re zamaana, "Kharabi ho gayi"
Mere ang raaja, jo tera rang laaga
Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi
Itna maza kyun aa raha hai?
Tune hawa mein bhaang milaaya
Itna maza kyun aa raha hai?
Tune hawa mein bhaang milaaya
Dugna nasha kyun ho raha hai?
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho, teri malmal ki kurti gulaabi ho gayi
Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi? Toh...
Balam, pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi
Haan, jeans pehen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Balam, pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi
Haan, jeans pehen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi
Teri kalayi hai, haathon mein aayi hai
Maine maroda toh lagti malaai hai
Mehenga padega ye chaska malaai ka
Upvaas karne mein teri bhalaai hai
Ho, bindiya teri maahtaabi ho gayi
Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi, toh...

Oh, kyun no vacancy ki honthon pe gaali hai?
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
(Kamra toh khaali hai, kamra toh khaali hai)
Mujhko pata hai re, kya chaahta hai tu
Boli bhajan teri, neeyat qawwali hai
Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh...

Haan, bole re zamaana, "Kharabi ho gayi"

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.