Beh Gaye
Teri yaadon main ye shaam dhale
Tere aane ki umeed main khuda se kitni duaen kare
Wo kaise raaz hum keh gaye the
Wo kaise dard hum seh gaye the
Na bhula pau wo vaadein main jo tum likh ke bhul gaye the
Wo kaisi nadiya hai jo behti nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse hui ke tere jaane ke baad hum
Khudse bhi khush na reh sake
Ye lafz kaagaz se dur ab na reh sake
Han beh gaye
In alfazo ke alawa mera kuch aur nai
Jaisa sab chahe waisa main hu nai
Likhu to phir dube kaagaz bhi
Itne gehre dil ke raaz bhai
Hoti nai bewajah ki baatein mujhse
Tu nai saath phir kaisa raabta tujhse
Ab waqt se kya kare hum gile
Gam to waqt ne sabko diye
Wo kaisi nadiya hai jo behti nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse hui ke tere jaane ke baad hum
Khudse bhi khush na reh sake
Ye lafz kaagaz se dur ab na reh sake
Iss shaam si nadiyo main yaadon ki naav sa beh gayE
Han beh gaye
Han beh gaye
Tere aane ki umeed main khuda se kitni duaen kare
Wo kaise raaz hum keh gaye the
Wo kaise dard hum seh gaye the
Na bhula pau wo vaadein main jo tum likh ke bhul gaye the
Wo kaisi nadiya hai jo behti nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse hui ke tere jaane ke baad hum
Khudse bhi khush na reh sake
Ye lafz kaagaz se dur ab na reh sake
Han beh gaye
In alfazo ke alawa mera kuch aur nai
Jaisa sab chahe waisa main hu nai
Likhu to phir dube kaagaz bhi
Itne gehre dil ke raaz bhai
Hoti nai bewajah ki baatein mujhse
Tu nai saath phir kaisa raabta tujhse
Ab waqt se kya kare hum gile
Gam to waqt ne sabko diye
Wo kaisi nadiya hai jo behti nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse nai
Wo kaisi mohabbat jo tumse hui ke tere jaane ke baad hum
Khudse bhi khush na reh sake
Ye lafz kaagaz se dur ab na reh sake
Iss shaam si nadiyo main yaadon ki naav sa beh gayE
Han beh gaye
Han beh gaye
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.