Feelings
Main nahi chahta tujhse kabhi door jaana
Dhadkan ko teri salaam doon
Jesa tune dekha hona filmon mein
Aaja tujhe vese vaala pyaar doon
Ab Shayari mein shayrana baat nhi
Dekhu tujhe dil mein uthe aandhi
Vese to tu bhi mujhko chahti hai ab jaane jaana
Par jo puchu tujhse to phir tune palti maar li
Tu hi Rab
Tu hi dard hai
Tu hi kuch nahi aur tu hi sab hai
Waise to saare duniya wale kehte "PAGAL" mujhe
Par tu kehti "PAGAL" toh fir hota usme "FARK" hai
Main tabse khada idhar hi hu
Jabse chod ke gayi hai tabse idhar hi hoon
Mujhe laga tha vaapas aayegi
Bolegi Ddhaaba jese chuppan chupaayi
Par Saala tabse game mein hoon
Mujhse pyaar ni tha muh pe mere bol deti
Kya hi fayda ab dil jo mera tod diya
Maine bola tumse pyaar beshumaar
Usne dosti ko daal pyaar ke tarazu tol diya
Mujhe bhi eshsaas ho raha tha
Koi ajnabi khaas ho rha tha
Tera text phone pe aur smile mere face pe
Maa papa ko boli ki isse pyaar ho raha tha
Maine saare vo kasmein vaade
Tod diye jaane jaana
Mai tere piche pagal esa bhi tha na zamana
Aur meri dua hai tujhe bhi ehsaas ho
Kese batau tujhe tum mere liye khaas ho
Hum dono door hai jese andhera noor se
Maine bola hai pyaar tujhe
Vo boli hum dost hai
Haan afsos hai kyu hum dono hi dost hain
Tujhe lagte sab ek jaise baby girl tu lost hai
Aankhon mai neend nahi hai
Tu mere kareeb nahi hai
Maine bola chaahoon tujhe
Vo boli yakeen nahi hai
Hum dono saath ho
Ab esa koi bhi scene nahi hai
Jhuth bola sharukh
Ye ek tarfa pyaar haseen nahi hai

Vese to saare duniya waale kehte paagal mujhe
Par tu kehti pagal to fir hota usme fark hai

Credits
Writer(s): Atul Dobhal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.