Kyu Naa
Badalon mein leta, kaagazon ko bharta jaau main
Aangan hai yeh Mera aasman mein Ghar basaau main
Ab fizaon ki dishaon mein hi chalta jaau main
Na satao na bulao kyu hi wapas aau main
Badalon mein leta, kaagazon ko bharta jaau main
Aangan hai yeh Mera aasman mein Ghar basaau main
Ab fizaon ki dishaon mein hi chalta jaau main
Na satao na bulao kyu hi wapas aau main
Zone mein rehta tha main
Dosh ko rehta thaamein
Roz yeh kehta tha main
Khush hi hoon main Bina koi saath ke
Hosh ko kho raha tha main
Bojh ko dho raha tha main
Woh mili toh jaana
Khushiya badti unko baat ke
Gum sum rehne ki yeh fitrat main, chhod doon
Ab tum mili ho toh raahein kaise, modd doon
Jab surr mil chuke kaise inhe Todd doon
Hum gum ho bhi Jaye toh bhi Lena bojh kyu
Haathon ko failate baahein lagti jaise plane ho
Raatein kaate haste gaate har pal jaise den ho
Sauda kaisa Prem mein yeh hota nahi hai game bro
Hoga nahi tu sane agar tu isko bole lame bro
Main Jaan bhi na paya
Pehchaan bhi na paya
Mehmaan tu hai aaya, jaana
Tha pareshaan Mera saaya
Tune pyaar jo milaya
Roshni mein hoon nahaya, yaara
Kyu naa, kare milke dil se dil ki baatein
Yoon Na, mukarna jab ho kaali raatein
Kyu naa, kare milke dil se dil ki baatein
Yoon Na, mukarna jab ho kaali raatein
Alfaaz bhi yeh Raaz kabhi na keh paate
Saath hum chaahte hai na keh paate
Khaak hi bitaate yeh lamhe bigaad ke
Haathon mein haath jab daale woh pyaar se
Aankhon hi aankhon mein saari baat karti hai, haan tu
Khwaabon ke bahaane mujhe saaf dikhti hai
Meri chaahaton khayalon pe bhi raaj karti hai
Yeh tu kya karti hai jaana?
Socha na tha, hoga sama, aisa jaha
Mile shaanti
Main khamaka, khota raha, jaane kaha
Bina saathi
Mein Jaan bhi na paya

Kyu naa, Alfaaz bhi yeh Raaz kabhi na keh paate
Yoon na, Saath hum chaahte hai na keh paate
Kyu naa, Khaak hi bitaate yeh lamhe bigaad ke
Yoon na, Haathon mein haath jab daale woh pyaar se

Credits
Writer(s): Dhruv Sood
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.