Upar Hi Upar
Brown excellence
It's about time
Chalo, haan, haan, haan
Jo pehle jeete the parchaaiyon mein
Tik-tik gaye ye khel aur kalaaiyon mein
Gehri soch jaise pale-bade khaaiyon mein (yeah)
"Taqat ka matlab kya?" poochna sipahiyon se
Kaise faisle? Waise sahi se rehte
Jaise fisle, dekhe to kahin bhi nahi the
Matlab kyu dhoondhu rishtein mein, jo khaali matlab ke the?
Palkon pe rakha unko jo kyun bas yahaan pal bhar ke the?
Mila ladka poocha ki, "Mila naam kyun?"
Ghadi ka tera daam kya? Socha use inaam doon
Kaha ki, "Haath rakhna gande aur ye niyat saaf
Jo bhi tere sapne, tu cheen le ya haq se maang"
Awal khel ke, hum naye hain khiladi
Kabhi ghutno pe nahi aata, chahe gaa doon qawwali
Tune to mauke bhi khaa liye, kiya chhed ye thaali mein
Abhi bane teesra pehiya, meri chalti hui gaadi mein rehte daud
Haath mere upar hi upar hain
Logon ki baaton se upar hain
Hai sadkon pe aafat par bhai hain salaamat
Jab kaamyabi haasil to kyun darein?
Haath mere upar hi upar hain
Logon ki baaton se upar hain
Hai sadkon pe aafat par bhai hain salaamat
Jab kaamyabi haasil to kyun darein?
Aa rahe keechad ka kamal, saare jagah do (foo)
Jo bhi soye the hum pe, unhe jaga do (foo)
Thande paani ka chhinta, be, maaro thuth pe (facts)
Mujhe jeet ki bimari, ye dena chahte hain dawa kyun? (Aah)
Day one team, bulletproof mera squad
Sab kiya, scene hamara, koi nahi ilaaj
Jo jalte hain humse, wo khud bane raakh
Khula dil karein baat, hum nahi bante chaalak
Saare darwazey the band, mujhe yaad hain wo din (facts)
Ab toot'te wo taale jaise, "Khul ja sim-sim"
Hum nahi karte deal jab tak ho na win-win (yeah, yeah)
Ab jee raha life jaise ho koi film
Jeet har din, poori raat chale jashn
Taraazoo mein tol, meri baat mein hai wazan
Humein kisi ka na dar, bete baat ko tu samajh le
Hum khelenge ye khel, jab tak lete nahi ye kafan mein

Run it back
Kuch cheezein bolni thi tumhein
Yeah, yeah
Ye thak gaye banke bechaare, tumne chhode nahi hai chaare aur
Naya waqt, nai soch, laaye naya daur
Channel karun inner HOV, man, I'm so appalled
Kismat ne jo patte fenkay, jeete sab, we never fold
Back against the wall, wrecking ball wo deewaron pe
Jalna tera kaam, tu jalaana chhod sitaaron pe
Shaayad jeet aisi ki na chhpega akhbaaron mein
Par chaap lenge dil mein aisi jagah ki na haaroge
Ab dete toast, wine and dine, refined diamonds (woo)
Verse in versatility, violins in violence (woo)
Chalaana poora game, aur na chahiye humein license
Ye ladke karte baatein, par kaafi hamara silence

Credits
Writer(s): Niles Hollowell Dhar, Yashraj Mehra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.