Narak
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Na Jane itna kyun hingsa aur khunokhuni
Sab hi to insaan hai inko ye samaj nehi
Kya hai kasoor un masum surato ka
Pichle ek hapte se jo kuch khaye nehi
Kisne banaya yaha dharam aur jatpat
Kaunsi rab ne tume diya marneka dat
Kya hi karoge tum ek tukre zaminka
Waha rehne ke liye tum bachoge kya?
Yaha kaun jeeet rahe hai
Kaun yaha har raha hai
Kya kya wo har raha hai
Kaise jiyega ab wo
Sab kuch jo har chuka hai
Us se tum kya hi chinoge
Shayad ye hi kabhi swarg tha
Par tumnehi narak banaya
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Sahi aur galat ke ad me phase hai hum
Na Jane aur kitne khun se rangenge hath
Kya sachme insaniyat aj ho chuke khatam
Janawar ho agar phir kyun karte ho dharam ke baat
Kyun aj log hai khun ke liye thirsty
Why they wanna make this earth so filthy
Peace to bas kitabo me padi hai
All we want is to kill have no mercy
Yaha kaun jeeet rahe hai
Kaun yaha har raha hai
Kya kya wo har raha hai
Kaise jiyega ab wo
Sab kuch jo har chuka hai
Us se tum kya hi chinoge
Shayad ye hi kabhi swarg tha
Par tumnehi narak banaya
Jo chedte hai jang wo kabhi waha jate nehi
Unke apno pe kabhi anch uski ate nehi
Jinko pata bhi nehi hai jang ki wajah
Kurban wo hote hai kaisi hai ye sajah
Ekdin jang ruk jayega ayega nayi subhah
Kaun hoga zinda tab Kaun wo dekh payega
Jo reh gaye piche yaha apno se bichad ke
Unse puchna kabhi narak hoti hai kya
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Na Jane itna kyun hingsa aur khunokhuni
Sab hi to insaan hai inko ye samaj nehi
Kya hai kasoor un masum surato ka
Pichle ek hapte se jo kuch khaye nehi
Kisne banaya yaha dharam aur jatpat
Kaunsi rab ne tume diya marneka dat
Kya hi karoge tum ek tukre zaminka
Waha rehne ke liye tum bachoge kya?
Yaha kaun jeeet rahe hai
Kaun yaha har raha hai
Kya kya wo har raha hai
Kaise jiyega ab wo
Sab kuch jo har chuka hai
Us se tum kya hi chinoge
Shayad ye hi kabhi swarg tha
Par tumnehi narak banaya
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Sahi aur galat ke ad me phase hai hum
Na Jane aur kitne khun se rangenge hath
Kya sachme insaniyat aj ho chuke khatam
Janawar ho agar phir kyun karte ho dharam ke baat
Kyun aj log hai khun ke liye thirsty
Why they wanna make this earth so filthy
Peace to bas kitabo me padi hai
All we want is to kill have no mercy
Yaha kaun jeeet rahe hai
Kaun yaha har raha hai
Kya kya wo har raha hai
Kaise jiyega ab wo
Sab kuch jo har chuka hai
Us se tum kya hi chinoge
Shayad ye hi kabhi swarg tha
Par tumnehi narak banaya
Jo chedte hai jang wo kabhi waha jate nehi
Unke apno pe kabhi anch uski ate nehi
Jinko pata bhi nehi hai jang ki wajah
Kurban wo hote hai kaisi hai ye sajah
Ekdin jang ruk jayega ayega nayi subhah
Kaun hoga zinda tab Kaun wo dekh payega
Jo reh gaye piche yaha apno se bichad ke
Unse puchna kabhi narak hoti hai kya
Hum kaha hai
Swarg ya narak me
Rakhsash kaun aur devta yaha kaun hai
Insaan hi is duniya ko banaye
Aur ab wohi ise khatam karna chahe
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.