God's Lonely Man
Aankhein bechain hai neend ko
Bebas raat chahe din ho
Dard taras khaye mujhpe kyun
Yakeen horaha nahi yakeen ko
Saans Lena bhi gunaah lage
Hoon Kosta us din ko
In yaadon ne hai maar rakha
Jaise zair ya afeem ho
Ho Mard toh phir kaise aaye rona
Saara ghum shum padta hai Nukona
Ye dil bas mere liye dil
Baanki doosro ke liye hai khilona
Dard mein hi dil ki hui hai parwarish
Kaise sambhalega maatam aur memories
Dono katthe chiz yahan asaan nai hai
Ye dil hai qabarstan nai hai
Zakham hare phir bhi muskurahe
Hame buzdili ka shauk nai
Rishton mein borders aur ban main
Muhajir kehlane ka khauf nai hai
In Yaadon ne ujaad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein hai
Shayad koi aur ilaaj nahi hai
Shayad aur koi ilaaj nai hai
Zakham rehna chahe Raaz nai hai
Dard bayan hona chahre khud
Kambakht aate baaz nahi hai
Hum khud ke hi Jang mein hai
Yahan Zamane se kaun ladta hai
Hum mard hain shahab sune
Dard chupana hi padta hai
Mardangi pe daag na lage
Dard yun hi sada raaz rahe
Khauf kirdaar na badle kabhi
Namardon wali jaat na bane
Hum dhundne dawa kal nikle the
Naye marz liye laut aaye aaj hain
Ahtraam karna khushiyon ka bhool gaye
Bas gham se hi rishte ab khaas hai
Safar kaisa ikhtiyar karein
Wo sadak ho gayi Undekhi
Nazar rooh ki de Baksh mujhe
Maula madad kar is bande ki
In Yaadon ne ujaad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein
Shayad koi aur ilaaj nahi
In Yaadon ne ujhad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein
Shayad koi aur ilaaj nahi
Shayad koi aur ilaaj nahi
Shayad koi aur ilaaj nahi
Zakham rehna chahre raaz nahi hai
Shayad koi aur ilaaj nahi
Bebas raat chahe din ho
Dard taras khaye mujhpe kyun
Yakeen horaha nahi yakeen ko
Saans Lena bhi gunaah lage
Hoon Kosta us din ko
In yaadon ne hai maar rakha
Jaise zair ya afeem ho
Ho Mard toh phir kaise aaye rona
Saara ghum shum padta hai Nukona
Ye dil bas mere liye dil
Baanki doosro ke liye hai khilona
Dard mein hi dil ki hui hai parwarish
Kaise sambhalega maatam aur memories
Dono katthe chiz yahan asaan nai hai
Ye dil hai qabarstan nai hai
Zakham hare phir bhi muskurahe
Hame buzdili ka shauk nai
Rishton mein borders aur ban main
Muhajir kehlane ka khauf nai hai
In Yaadon ne ujaad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein hai
Shayad koi aur ilaaj nahi hai
Shayad aur koi ilaaj nai hai
Zakham rehna chahe Raaz nai hai
Dard bayan hona chahre khud
Kambakht aate baaz nahi hai
Hum khud ke hi Jang mein hai
Yahan Zamane se kaun ladta hai
Hum mard hain shahab sune
Dard chupana hi padta hai
Mardangi pe daag na lage
Dard yun hi sada raaz rahe
Khauf kirdaar na badle kabhi
Namardon wali jaat na bane
Hum dhundne dawa kal nikle the
Naye marz liye laut aaye aaj hain
Ahtraam karna khushiyon ka bhool gaye
Bas gham se hi rishte ab khaas hai
Safar kaisa ikhtiyar karein
Wo sadak ho gayi Undekhi
Nazar rooh ki de Baksh mujhe
Maula madad kar is bande ki
In Yaadon ne ujaad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein
Shayad koi aur ilaaj nahi
In Yaadon ne ujhad rakhi
Isne zindagi bigaad rakhi
Beshak Kosishe hazaar Kari
Par na abtak nijaat mili
Dil mataam manaye
Ye dard kya kamaal mili
Ab sukoon toh bas qabar mein
Shayad koi aur ilaaj nahi
Shayad koi aur ilaaj nahi
Shayad koi aur ilaaj nahi
Zakham rehna chahre raaz nahi hai
Shayad koi aur ilaaj nahi
Credits
Writer(s): Sunny K
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.