Lakshmi Mata Aarti

Om jai lakshmi mata, maiyan jai lakshmi mata
Tumko nishidin sewat, tumko nishdin dhyawat
Hari vishnu vidhata, om jai lakshmi mata

Uma rama brahmani, tum hi jag mata
Maiyan tum hi jag mata
Surya chandrama dhyavat
Surya chandrama dhyavat
Naarad rishi gata
Om jai lakshmi mata

Durga roop niranjani, sukh sampatti data
Maiyan sukh sampatti data
Jo koi tumko dhyavat
Jo koi tumko dhyavat
Riddhi siddhi dhan pata
Om jai lakshmi mata

Tum patal nivasini, tum hi shubhdata
Maiyan tum hi shubhdata
Karma prabhav prakashini
Karma prabhav prakashini
Bhavanidhi ki trata
Om jai lakshmi mata

Jis ghar mein tum rehti, sab sadhgun aata
Maiyan sab sadhgun aata
Sab sambhav ho jata
Sab sambhav ho jata
Om jai lakshmi mata

Tum bin yagya na hote, vastra na koi pata
Maiyan vastra na koi pata
Khan pan ka vaibhav
Khan pan ka vaibhav
Sab tumase aata
Om jai lakshmi mata

Shubh gun mandir sundar, kshirodadhi jata
Maiyan kshirodadhi jata
Ratna chaturdash tum bin
Ratna chaturdash tum bin
Koi nahi pata
Om jai lakshmi mataa

Shri Mahalakshmi ji ki aarti, jo koi jan gata
Maiyan jo koi jan Gata
Ur anand samata
Ur anand samata
Paap utar jata
Om jai lakshmi maata

Om jai lakshmi mata, maiyan jai lakshmi mata
Tumko nishidin sewat, tumko nishidin dhyawat
Hari vishnu vidhata, om jai lakshmi mata

Om jai lakshmi mata

Om jai lakshmi mata



Credits
Writer(s): Mann Taneja
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link