Din Beetein Ja Rahein Hain (feat. Sanuj)
Din beetein ja rahein hain
Hum peete ja rahein hain pehle se zyada hi
Tujhse mile hue hafta bhi beet gya hai
Maine tere liye ek naya sa geet likha hai
Haan maana maine galti ki tujhse door jaake
Par main bhi toh khada tha vahin pe awaaz lagake
Haan maana tere ghar ke raste humein bhool gaye
Main maafi maangta hoon tujhse yeh gaana gaake
Din beetein ja rahein hain
Hum peete ja rahein hain pehle se zyada hi
Tujhse mile hue hafta bhi beet gya hai
Maine tere liye ek naya sa
Geet likha hai naya
Toh aake sun bhi le
Kuch dhaage chune the tere mere liye bunn bhi le
Inhe tu aake dekh kitne kamzor pad gaye hai
Hum najaane hi aapas mei kyu itne lad gaye hain
Teri yaadein rok leti hai mujhe jaane se
Ab tujhko kya rok rha hai mere sang aane se
Zaroorat thi
Teri zaroorat ki
Par tune yeh kaisi
Hukumat ki
Pehle mil gyi
Phir khone ka dar
Yeh duniya bhi kaisi hai moorakh si
Tu aadat hai meri majboori nai
Bin meri bhi kaise tu poori hui
Yeh faasle
Hum na mile
Main bhi khada akela vahin vahin
Ab toh besabri se intezaar hai umr ke dhalne ka
Kya pta mil jaaye aasmaan mein intezar hai marne ka mujhe
Vaadein na kiya kar tu yeh yuhin toot te hai
Phir kyun do log aapas mein khudse rooth te rehte hain yun hi

Credits
Writer(s): Byg Bass, Govind, Govind Goel, Sanuj Sarthi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.