Begunaah

Hain ye aankhein hi gawaah
Kaise hua hun tabah
Dil mein dafn karke yaadein
Karta rahta hun gunaah
Fir bhi maaf mujhko karna
Dil se main hun begunaah
Nasmjhi nadaani mein
Ho jaate hain gunaah

Yakin mujhpe karna yara
Main hun begunaah
Nasmjhi nadaani mein
Ho jaate hain gunaah
Nasmjhi nadaani mein
Ho jaate hain gunaah
Yakin mujhpe karna yara
Main hun begunaah

Han Khwahishen ujaadun
Main to khwab bhi ujaadun
Main Jindagi se haarun
Apni nindo ko main maarun
Na karun parwaah rahun
Be parwaah jindagi ka bhar
De ke maut se utaarun

Hun main jane kya se kya
Karta hun main kyun gunaah
Khudse puchhun main har roj
Karta hu main kyun gunaah
Kabhi khwahishen main marun
Karke sajishein main haarun
Hun main kaisa sarfira
Khudki khushiyan main ujaadun

Hai ye aankhein hi gawaah
Kaise hua hun tabah
Dil mein dafn karke yaadein
Karta rahta hun gunaah
Fir bhi maaf mujhko kar do
Dil se main hun begunaah
Nasmjhi nadaani mein
Ho jaate hain gunaah

Yakin mujhpe karna yara
Main hun begunaah



Credits
Writer(s): Fanindra Dev Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link